War Go Gaya Boss
ROBERT : America mein WAAR ho gaya boss !!!
AJIT : Us mein kyaa rakhaa hai Bloody Fool !!! India mein roz "WAAR" hota hai. Bolo kaise???
ROBERT : nahin maaloom Boss !!!
AJIT : Arre ulloo !!! SOMWAAR , MANGALWAAR, BUDHWAAR...
by Pak101.com (few years ago!) / 932 views
Similar Jokes
A Dog Fell In Love With a Cat
But Dog's Parents Refused Cat
Guess Why?
They Gave a Solid Reason
Ladki To MUCHHO Wali hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor:Bache Ko Paani Dene Se Pehle Ubaal Dena
Chahiye,
Sardar:Woh To Thek Hai Par Ubaalne Se Bacha Mar
To Nhi Jaayega….
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Pagal Doosry Pagal Se
(Mayoosi K Sath)
Sab Log Hamen Pagal Kyon Kehty Hain?
Doosra Pagal:Too Dafa Kr Yaar. . Ye Ley Leemo Ki Lasi Pi.
by Pak101.com (few years ago!)
Dr: Yeh Urine Sample Nahi, Apple Juice Hai Khan’s Wife: Ek Phone Kar Loon?
Dr: Why? Wife: Khan Shab ko Batana Hai K Urine Bottle Un k Tiffin Main Chali Gai Hai…
by Mazhar Khan (few years ago!)
father: Tumhari mmumy ne mera dil tod diya, isliye mai sharab p rha hu.
sonu:mummy ne meri pocket money b rok d, isliye mere liye b 1 glass lagao papa.
by Pak101.com (few years ago!)
Dost ruthey to rab ruthey.
phir ruthe to jag chutey.
agar phir ruthey to dil tutey
or agar phir bhi ruthey to utar chappal
mar saley ko jab tak chappl na tutey.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa ki girlfriend: Ab hame jaldi shaadi kar leni
chahiye.
Santa: achcha... lekin hame shaadi karega koun?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aap main aur PEPSI main 3 chezain ek jesi hain.
1_Sab ko pasand hai
2_Dono sweet hai
Or
3_Dono mai dimaag ki jaga dhakan laga hai..:-
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor:-(Mareez se) "Ager mary elaaj se tum tandrust ho gaye to kia do ge?"
Mareez:- "Mein qabrein khodta hon, Aap ke liye muft mein qabar kho don ga..."
by Pak101.com (few years ago!)
Hindi Man to Sardar: Your wife demanded a car but why did you give her a diamond ring?
Desi Sardar: From where could I get her a fake car?
by Pak101.com (few years ago!)