Sahab Ki Biwi Aur Bhikhari
Ek Bhikhari Bheekh Mangne ek ghar me aaya aur jor se awaj lagaya..
are oh sahab ji..
mujhe bahot bhukh lagi hai thoda roti milegi..
Thodi der baad andar se awaj aayi..
abhi biwi ghar pe nahi hai baad me aana..
Bikhari Bola
mujhe chumma nahi roti chahiye
by Pak101.com (few years ago!) / 1046 views
Similar Jokes
1Machar ki shadi Makkhi se hui , Raat ko Machar bahar baitha tha To dusre Machar ne poocha kya hua?
Machar bola "Yaar Teri bhabhi ALL OUT laga ke so rahi hai".
by Pak101.com (few years ago!)
Every address in Pakistan ends with
Wahan ja ker kisi se bhi puch lena
Wo bata dega
by lescol (few years ago!)
Pathan Date Pe Cooking Oil Se Naha K Gaya
Girl Friend:
Ap Oil Mein Kyun Nahaye?
Pathan:
Meine Suna Tha K
‘Har Cheez Meezan Mein Achi Lagti Hai’
by Mohammad Ali (few years ago!)
Girl to boy: Tum larkay kisi larki mei
sub se pehlay kia daikhte ho ?
Boy: Yeh tou depend karta hai k
larki aa rahi hay ya ja rahi hai
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chor amir aadmi ke ghar mein chori karne gaya. Tijori pe likha tha “Tijori ko todne ki jaroorat nahi hai, 452 number press karke sahmne vala lal batan dabao, tijori khul jayegi. Jaise hi batan daba alarm baja aur police aa gayi.”
Jate jate chor seth se bola: Aaj mera insaaniyat se vishwas uth gaya hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Me 20 saal ka ho gaya,
par aaj tak mujhse koi ladki nai pati.
.
.
.
.
.
Ye hai aam jindagi.:-|
.
.
.
.
Me 20 saal ka ho gaya,
par aaj tak koi ladki mujhe nahi pata saki:-P
.
.
.
Ye hai mentos jindagi:-P
.
Mentos khao dimag ki batti jalao
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: Aesi jaga ka naam batao, jis ko banaya to aadmi ne hai par wo wahan ja nahi sakta?
Student (bohot dair sochne ke baad): Ladies Toilet
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Saurav Ganguly: Yes,England Main Shirt Sirf Main
Hi Utar sakta Hoon.
MS Dhoni: Kya Karoon Dariyadili Kaam Nahi Aayi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: Aap bahut mote ho gae ho
Husband: Tum bhi to kitni moti ho gai ho
Wife: Mai to maa banne wali hu
Husband: Mai b to baap banne wala hu
by Pak101.com (few years ago!)
Bus Stand Par Akeli Khadi Ladki Ko Dekh Kar,
Ladka Uske Paas Jakar Puchhne Laga.
Ladka: “Patna Kaha Hai?”
Ladki: “Bihar Mein”
Ladka: “Abe Yaar Yahi Pat Jaa Na Bihar Mein
Jaane Ki Kya Jaroorat Hai“
by Tanveer Hussain (few years ago!)