Dono Me Angoor Nahi Lagte
Dono Me Angoor Nahi Lagte
Teacher To Santa :Batao
Pineapple Aur Coconut Ke Tree Me Kya Similarty Hai?
Santa Kafi Der Sochne K Baad :Madam! Dono me Angoor Nahi Lagte
by Pak101.com (few years ago!) / 920 views
Similar Jokes
Exam me teacher ne nakal karne di aur kaha bahar jake
na kehna ki meine nakal karai hai.
Santa : Na jee na hum kahenge sir to bahut kamina tha,
kutte ne seat se hilne bhi nahi diya!
by Pak101.com (few years ago!)
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha:
Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Afridi: Hum Sachin ko kissi bi haal main Century ki century nehi bananey dey gey.
Shoaib: Magher hum usey rokey gey kaisey!!!!! wo tu gazab ki form main hai?
Afridi: Hum 100 key andur hi all out ho jaey gey...!!
by (few years ago!)
Teacher:me ksi pe 1 nazar dal k bta skte hun k wo mere bare mai kya soch rha he
Student:mis jb ap ko pata chal jata hoga to bari sharmindagi hoti hogi na.
by Pak101.com (few years ago!)
Light chali gai to Pathan ki B.V ne Pathan se bola: Pankha to chala do.
Pathan: Kar di na jahilon wali baat.
Pankha chalega to Mom Batti nahi bujh jayegi?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Man: Radio or Akhbar me kya farq
hai?
Pathan (bohat sochny k bad): Daikh
mera bhai, baat hai samjhny wali, ab
radio me Aap rotiyan tou nai la skty
na.;-)
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Husband: Tum Kon Hoo
Biwi: Pagal Hogay Kya Apni Biwi Koo Bhol Gaye
Husband: Nasha Her Gham Bhola Deta He
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik Sardar Jab Bhi Kapray Dohta
Tu Bht Zor Ki Barish Ho Jati
Aik Din Bht Dhup Nikli
To Sardar Ny Shukar Kiya Aur Dukaan Say SURF Lenay Chala Gaya, Jb Dukaan Mai Enter Hua To,
”Badal” Bohat Zor Say Garja,
Sardar Ne “BAADAL Ki Tarf Dekh Kr Kaha:
KIDHR?? Main Te Nimko Lain Aya Wan:-)
by Pak101.com (few years ago!)
Santa k Ghar NAVJOT SINGH SIDDHU ki Tasvir Lagi hui Thi.
Banta: Ye Kyon Laga Rakhi Hai?
Santa: LAUGHING BUDDHA Lene Gaya Tha.
Dukandar ne Kaha Ye LATEST Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Injection room ke baahar notice board
Koi mar nahi jata injection
lagwane se Galib Bass
uthne baithne ke andaaz badal jaate hain… ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)