Shalwar ka narra
Teacher: Wo Kon si Cheez Hai Jo Insaan Ki Izzat Ko Mazbooti Se Jakhre Rakhti Hai?
Student: MISS, SHALWAR KA NARRA
by tanveer hussain (few years ago!) / 937 views
Similar Jokes
Pati Patni Mein Zabardast Jhagda Ho Raha Tha,
Patni: Kash Main Apni Mom KiBaat Maan Leti Aur Tum Se Shadi Na Karti
Pati: Kya Matlab? Tumhari Maa Ne Mujh Se Shadi Karne Ko Mana Kiya Tha?
Patni: Haan, Bahut Baar…
Pati Rote Hue Bola: Hey Bhagwan, Main Aaj Tak Uss Nek Aurat Ko Kitna Bura Samjhta Raha Jisne Mujhe Bachana Chaha
by Pak101.com (few years ago!)
1 Andha Police Mey Bharti Honay K Liye Gaya
Officer Ney Poocha’Tumhey Ham Kis Liye Rakhein?
Andhey Ney Jawab Diya
‘Andha Dhund Firing K Liye’.
by Pak101.com (few years ago!)
Pati aur Patni jhagadte hue
Pati-Mujhe gussa mat dilao nahi to mere ander ka janwar jaag jayega
Patni-To kya hua.?
Mai chuhe se nahi darti
by Pak101.com (few years ago!)
Jo Detey Hen Larkiyon ko TOHFAY
Wo Uthatey Hen Unki Shadi k SOFAY
Jo Jaty Hen Un k Pichey
WoH Aatey Hen Unki Doli k Nichey
Jo Kehtey Hen Unko JAANU
Woh ban jate hain unke bacho ke MAAMU
So.
“NO GIRL FRIEND=NO TENSION”
A public service msg for the young boys
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Ji checked his girlfriend's mobile to know
under what name she had saved his number, when
he dialed his number from her phone, it showed
"TIME PASS NO. 8"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Sardar doosre sardar se:
Yaar bata motorcycle ke kitne tyre hote hai?
2nd sardar: 2 hote hai.
1st sardar: Nahi do nahi 6 hote hai
2nd sardar: Woh kaise?
1st sardar: Iss tarah 4 Motor ke aur 2 cycle ke.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan to Sardar: Mai ne aisi dawayi banayi hai, jese pee kar insaan sach bolne lagta hai, tum pee kar dekhlo
.
Sardar (dawayi pee kar): Aaakh tuu yai tu tail hai
.
Pathan: Dekha tum ne sach bola, yai waqayi tail hai
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
GOLU-Agar bibi ke baap ko Sasur kahte H to, Girlfriend ke baap ko kya kahenge
MOLU-:Agar shadi ke liye haa kar di to SASUR nahi to "ASUR" smile pleasse
by Pak101.com (few years ago!)
Dada:Putar Andar Se Mere Daant Le Aa
Pota:Par Dadu Abhi Roti Nahi Bani He
Dada:Oye Roti Nu Mar Goli Yar
Samne Vali Budhi Nu SMILE Deni He
by Pak101.com (few years ago!)
Nurse: Mubarak Ho Khan Sab
Aap K Ghar Larka Peda Hua Hai
Pathan : O Mera Khuda
Ye Kesa Technology Hai,
B.V Mera Hospital Main Hai
Or Bacha Ghar Peda Hua Hay
by Pak101.com (few years ago!)