kitna pyar kerte ho
Wife: janu batao tum mujhsy kitna pyar karty ho?
Husband: bohat zyada
Wife: phir bhe kitna?
Husband: itna k dil chah rha hy k tumhari jesi aik aur lay aun
by tanveer hussain (few years ago!) / 921 views
Similar Jokes
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein mere lakhon rupaye fase huye hain
by Pak101.com (few years ago!)
Koyla Film aur Koyla Ghotala Mein kya similarity hai ??
Socho
.
.
.
.
.
.
Socho socho
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Haar gaye na
Ans :- DONO HI MOVIES KA HERO GOONGA HAI
by pinkey (few years ago!)
Teacher: Humyn Gharibon k Sath Piyar sy Paish Aana Chahiye.
Student: Acha Ab Me Samjha.
Teracher: Kia?
Student: Papa Aksar Nokrani ko Galay Q Lagatay Hyn. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
The best shair written on A rickshaw!
Ferrari ka Baap, Nissan ka Nana…
Yeh rickshaw chala raha hai pathan deewana
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher Santa Se Class Mein Ek Question Poochti Hai.
Teacher To Santa: “Dahi Ki English Batao?”
Santa Sochne Ke Baad: “Milk Sleeping In The Night And Subha Subha Tight“
by Pak101.com (few years ago!)
SARDAR : Yaar maine apni girl friend ko gift dena hai, kya du?
2ND : Gold ring de de.
1ST : koi badi cheez bata.
2ND : M.R.F ka tyre de de.
by Pak101.com (few years ago!)
P.P.P ki darindagi ka aik aur jeeta jaagta saboot,
Korangi me quetta hotel ke 3 masoom pathano se
"Naswar" cheen li, teeno pathano ne tarap tarap ke jaan dey di....
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa: Yaar Me Mobile Kharid Ke Barbaad Ho Gaya..
Banta: Kyon?
Santa: Baar Baar Kehta Hai Battery Lo Battry Lo
Abtak 100 Battery Kharid Chuka Hu
by Pak101.com (few years ago!)
A young boy Died, his mother Cried abi mere BACHE ne dikha hi kiy tha ,
Paros ke larki kaan me boli,
Don’t Worry Aunty!! Me ne sab kuch Dikha Diya Tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Patni Ko Begum KyUn Kehte Hain?
Kyonki shadi Ke Baad Sare Gum To Pati
Ke Hisse Main Aa Jaate Hain,
Aur Patni Begum Ho Jati Hai
by Pak101.com (few years ago!)