Gas Ki Problem
Lady to Doctor: Mujhe Gas ki
problem hai par achhi baat ye hai ki meri gas me na BadBu aati hai na Awaaz.
Aap k clinic me bhi 20 dafa gas chhod chuki hu par kisi ko pata nahi chala..
Doctor: "Ye Dawa lijiye aur 1 week baad aayiye" .(1 week baad) .
Old Lady:"Aap ne mujhe kya dawa de di? Meri gas me ab bhi aawaz nahi aa rahi par
bahut Zehrili Badbu aa rahi hai" .
Doctor:"Good..! Aapki Naak theek ho gayi hai Ab hum aap k KAAN ka ilaaj karenge....
by Pak101.com (few years ago!) / 1001 views
Similar Jokes
Class Mein Hindi Ki Teacher Ne Pappu Ko Boka
Madam: “Pappu Ek Story Sunao With Moral”
Pappu: “Maine Use Phone Kara Wo So Rahi Thi, Phir Baad Mein Usne Muje Phone Kra Main So Raha Tha.”
“Moral: Jaisi Karni Vaisi Bharni“
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Pathan kahana kha raha tha
*
*
*
*
*
*
Ab kya woh khana bhi na khaye,
Tum logo ko to Pathan ka naam sunte hi joke chaiye hota hai...
by Abdul Hannan (few years ago!)
RAILWAY JOB INTERVIEW
Officer:
Tumhein Pata Chalay Ky 2 Train
Ek Hi Track Pe Aamny Samny Se
Aa Rahi Hain To Tum Kya Karoge?”
Sardar:
Main Kanta Badal Donga.
Officer:
Agar Na Badal Sako?
Sardar:
Main Red Signal Donga.
Officer:
Light Na Ho To?
Sardar:
Main Red Jhanda Dikha Doonga.
Officer:
Jhanda B Na Mila To?
Sardar:
Main Chotay Bhai Ko Bula Longa.
Officer:
Kyun?
Sardar:
Ohnu Train Di Takkar Wekhn Da Bara Shoq Ay.
by Pak101.com (few years ago!)
Koi PYAR Karnay wala Agar DUKH Day
Aur
Aapki Aankho May Aansu Aa Jaye
To
Is Yakeen k Saath
Aansu Saaf karna
k
Ab is Kaminay Ki Bhi Watt Lagani Hai Zaroor
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sn: Ppa god news hai
Ppa: Kya?
Sn: Apko yd hai apne kha tha ke agr main Exm main pas hogya to mje 5000 denge.
Ppa: Hn.
Sn: Apke 5000 bach ge .
Student SMS Collection 2013
by inayat khan (few years ago!)
Do u knw glass tootey to kya awaaz aati hai?
Dhuzy?
No
dhooz??
No
thishh??
Nahi bhae
Ami ki awaz aati hai
“arey kambakht, kya tor dia”?
by Pak101.com (few years ago!)
RAAZ-Mere Paas 2-2 Mobile He
Camera He Memory Card He
Vodafone Ka Sim He
Tere Pas Kya Hai?
Mai Bola
Mere Mobile Me Balance He
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: "Tum GOA ja rahe ho to
mujhe apne sath kyu nahi le
jate?"
.
.
.
Husband: "Are pagli, Koi
Restaurant jata hai to Tiffin
sath le jata hai kya.?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa- arz kiya hai.
Uske pyar mein meri kismat jaag gyi, Uske pyar
mein meri kismat jaaggyi,
Maine usko itne khat likhe ki woh postman ke saath
bhag gayi..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pata nhi kyu
log meri itni respect krte h
main jb unhe msg krti hun to wo apna sir neeche jhuka kr mera msg padhte h
bilkul aapki tarah.
by Mazhar Khan (few years ago!)