Shadi K Baad Maut
Kid: Daddy ye School kia hota hai?
Father: Ye Woh jaga hai,
Jahan Parents ko Loota
Aur Bachon ko Koota jata hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!) / 836 views
Similar Jokes
Larki ek Baba Jee se: Baba jee mere lie dua Karen ke meri shadi kesi samajdar admi se hojaye
.
Baba Jee: Ghar chali ja baiti, Samajdar admi khabi shadi nahi karta
by Mazhar Khan (few years ago!)
Malik: Abhi tak tujh se machar nahi maray? Mairy kaano'n mai gunguna rahay hain
.
Nokar: Sahib! Mai ne machar mar deye hain, yai tu unki bewiyan hai jo bewa ho kar ro rahi hain
by hearthackervsgirls (few years ago!)
There Is A Board ‘DRIVE SLOWLY’
Near Schools
But No Board Near Women’s College Why? Bcos
VEHICLES AUTOMATICALLY
GO SLOW THERE
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal kal ke chakkar mein is colony
mein mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
GOLU-Yaar,Meri Ghadi(Watch) Kho Gayi
MOLU-Chalti Thi Kya..?
GOLU-Ha..Yaar Chalti Thi
MOLU-Tab to jarur chalkar kahi Gayi Hogi
by Pak101.com (few years ago!)
Ek pagal ne ek aadmi ko thaper maara.
Dono ko adalat mein le jaya gaya to judge ne pagal ko saza sunayi k tum 5 rupay jurmana adda karo ge.
Pagal ne 10 rupay de kar ek thappar judge ko bhi maar diya.
Aur kaha.
"Dono 5..5 rupay le lo.
Mere paas khullay nahi hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Kutta Diwar Pe Toilet kar Raha Tha Ki,
Tabhi Diwaar Gir Gayi Aur Kutta Marr Gaya,
Tabi Se Kutton Ne Decied KiyaKe
“ Susu Karte Waqt Ek Taang Se Diwaar Ko Sahara Diya Karenge “
by Pak101.com (few years ago!)
Log Kehte Hain K Badam Pistey Waghaira Khaney Se Dimagh Taiz Hota hai...
Ghalat Kehte Hain.
.
.
.
Kyon K Agar Aisa Hota to Aaj Sabse Aqalmand Pathan Hota
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sardar k ghar chor aagya srdar ne dekha to Chor bhaga,
Sardar bhagta bhagta chor sy b agay nikal gya
.
.
.
.
Sardar:Aik tay chori utto saday nal raisaan.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Tu office mein toh bada sher bana ghumta hai, ghar par kya ho jata hai?
Banta: Hota toh sher hi hoon par DURGA sawar ho jaati hai…
by Pak101.com (few years ago!)