Doctor On Door
Wife: Suno aapse milne ke liye doctor sahab aaye hai…
Husband: Unse keh do mujhe bukhaar hai kal aana…
by Pak101.com (few years ago!) / 1051 views
Similar Jokes
Larki: Main Kal Tum Se Milne Nahi Aa Sakti.
Larka: Chalo Mai Tumhara Gift Kisi Or Ko De Deta Hun
Larki: Mera Matlab Tha Kal Nahi Aa Sakti Abi Kahan Ho Tum?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yaar jaldi jao tumare ghar me samundar ka pani ghus gaya hai
Banta: Kyun jhoot bolte ho Ghar ki chabi to mere paas hai me samundar ka pani ghus gaya hai
Banta: Kyun jhoot bolte ho Ghar ki chabi to mere paas hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Public Toilet
Gya aur 1Hour Bad Nikla
Bahar Betha Jamadar
Bola-20 Rs Sriman
Santa-Sriman
Mai Bathroom Mei Betha Tha CYBER CAFE me nahi
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pehalwan Ne Ek Mehfil Me
Sirf 1 Limu Se Pura 1 Glas Bhar K
Juice Nikal Kr Sb Ko Heran Krdia & Challang Kia
K Asa Koi Or Kr K Dikhae.
Sb Ne Haar Mn Li
Phr Ek Kamzor Se Admi Ne Nichory Hue Limu Se
1 Glass Juice Nikal Kr Pehalwan Ko B Herat Me Dal Dia
Pehlwn: Ap B Kia Pehalwan Ho?
Admi: Mai Memon Hun
by Pak101.com (few years ago!)
Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena
by Mazhar Khan (few years ago!)
Bade Logo Ka Ya Sant Logo Ka Updesh:
“Daru Pine Se Zindagi Ki Samsyaye Hal Nahi Hoti”
Baba Saxidas Ji Ka Gyaan:
“Aise To Juice Pine Se Bhi
Samsya Hal Nahi Hoti”
Isliye Bhakto Karo Wahi Jo Lage Sahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Larki: Mein Ne Socha Tum Miss Kar Rahe Hoge, Call Karlun.
Larka: Acha Aur Jo Aik Ghante Pehle Ki Thi Woh?
Larki: Ooh Sh!t... Sorry Ghalti Se Dubara Tumhara Number Mila Diya
by Pak101.com (few years ago!)
Billi ne Choohey K Ghar Se Aaya Howa Rishta Thukra Diya.
Wajah?
.
.
Aap Kyon Tension Le Rahy Ho.
Ye Un k Ghar ka Masla Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
GIRL-Dear Hum Kaha Ja Rahe Hai?
BOY-Long Drive Par Dear.
GIRL-Pahele Kyu Nahi Bataya.
BOY-Mujhe Bhi Abhi Pata Chala Jab Break FAIL hua.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Zameen par rehne wali janwer bacche deti hai, Hawa mein urne wali andey deti hai!
Woh konsi cheez hai jo hawa mai bhi urti hai or bacche bhi deti hai??
Student: "Air Hostess!"
by Pak101.com (few years ago!)