Suraksha Week
EK Baar Pinku aur uski puri family car mein ja rahi
thi... Tabhi Police ne car ko roka aur bola: Ye suraksha
week hai. Aap seat belt pahenkar car chala rahe ho
isliye aapko Rs 2500 ka inaam diya jaata hai. Aap is inaam
ka kya karoge? Pinku: Main isse apna driving license banwaoonga. Tabhi uski maa boli: Iski baat ka yakeen mat
karo
Daaru peekar kuch bhi bolta hai. Uske papa neend se jaage
aur police ko dekhke
bole: Mujhe pata tha ki chori ki car mein hum zyada
door nahin ja payenge....
by Pak101.com (few years ago!) / 818 views
Similar Jokes
Train me 1 ladke ne T.T.E. Se kaha
.
"Mujhe subah 4 baje patiala utha
dijiye ga, main na jagu to jabardasti utar dijiyega,
Muje subah interview dena hai."
Subah 8 baje ladka jaga to patiala nikal gaya
tha...!
Ladka TTE ko maa bahen ki
galiyan dene lga..!
Logo ne TTE se kaha ke wo apko
galiyan de raha hai aur appchup-
chap sun rahe hai.!!
.
TTE :- Main ye soch raha hun ki,
.
Subah jisko maine Zabardasti utar diya hai Woh
kitni galiyan de raha hoga..:p
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher-Batao A ke baad kya aata hai?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Santa kafi der sochne ke baad bola
.
.
.
.
.
.
.
.
"Kya Bolti Tu!":-:-)
by Pak101.com (few years ago!)
Lady doctor: tum roz subah clinic k bahar khade ho kar aurto(Lady) ko kyon ghurte ho? Santa: ji aap hi ne bahar likha hai "aurton ko dekhne ka samay subah 10 se 12".
by Pak101.com (few years ago!)
Ek 10 saal ka bachha bahot dhyan se ek book pad raha tha, jiska title tha: “Kids ka paalan poshan kaise kare”.
Mother: Tum yeh book kyon pad rahe ho.
Kid: Main yeh dekhna chahta hoon ke mera paalan poshan theek tara se ho raha hai ya nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ka Pyar
Pathan (in romantic mood) :Tum meri zindgi ho!!
Wife : aur kaho achcha lag raha hai!!
Pathan : aur LANAT hai aisi zindagi pe!!!!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa: Mujhe aaj tumhari ungliyan katani paregi,
Wife: Kyu?
Santa: Pappu kah raha tha Lady Finger ki sabji
khani hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
10 doctorz aur 1 engineer Helicopter Ki Rassi Se Latke Hue The
Pilot Ne Kaha Load Zyada Hai 1 Aadmi Ko Chorna Hoga
Engineer Ne Kaha Apni jaan Ki Qurbani Mai Deta Hoon Taaliyan
Ye Sun Kar Sab doctorz Taaliyan Bajane Lage,
Aur sabke sab Neechey Gir Gaye Ustad to akhirr Ustad hota hai na.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Jeeto was about to give birth to a baby.
Santa: If it looks like you, it would be great.
Jeeto: If it looks like you, it would be a miracle.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Dehati Aurat Check Cash Kerwany Bank Gai
Clerk :Yahan Sign Karo
Aurat :Kaise?
Clerk :Jaisy Khat K Akhir Mei Likhte Hain
She Wrote:Faqat Tuhadi Kakay Di Maa
by Pak101.com (few years ago!)
2 Sardar Watchng Match Whem Dhoni Hits A Bndary
1st- Dekho Dekho Goal Hua
2nd- Abe Tu Sardar Hi Rhega
Goal Isme Nhi Cricket Mein Hota Hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)