Chatri main hole
Ek sardar ki chatri me hole
tha,
kisine pucha,umbrella me hole
kyu?
Sardar bola,Oye barish ruk
jayegi to pata kaise chalega.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 850 views
Similar Jokes
Customer: Ek kilo gaay(cow) ka doodh dena.
Shopkeper: Lekin tumhara bartan toh bahut chhota
hai.
Customer: Theek hai toh phir bakri ka de de!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctors after operation and students
after exams have same thing to say
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
hum kuch nhi keh saktay ap bas dua karen.
by Pak101.com (few years ago!)
Khan: Yar Abhi Tumhara Amma Ka Khansi Kaisa Hay?
Friend: Band Ho Gai Hay, Magar Sans Ruk Ruk K Aa Rahi Hay.
Khan: Koi Bat Nai, Khuda Kary Ga, Wo Bi Band Ho Jaye Ga.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Girl: Ur Name..??
.
Boy: Black Lion..
.
Girl: Are you joking..??
.
Boy: No, it means Kalu Singh..
and Yours..??
.
Girl: soft Underwear..
.
Boy: Are you joking..??
.
Girl: No
it means Komal Chadda..:p:p
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 Larki ne apne new bf ko phone kiya..
Larki: kya kar rahe ho ?
Larka: Shave bana raha hu.
... Larki: ok, main baad me call karti hu.
Larki ne 30 minut baad Call ki
Larki: kya kar rahe ho ji ?
Larka: yaar shave bana raha hu.
Larki: ok, I'll call u later.
Larki ne 1 h0ur baad Call ki
Larki: janu ab kaha ho ?
Larka: yaar abhi to main shave bana raha hu.
Larki chair k boli: din mein kitni baar shave karte ho :-??
Larka: lagbhag 50 bar.
Larki: are pagal ho kya?
.
.
.
.
.
.
.
Larka: nahi barber h0un ..
by Pak101.com (few years ago!)
Bhagwan pe gussa kab aata hai?
Jab koi ladki shaadi se pehle pregnant ho jaye, aur uski maa kahe
Hey bhagwan ye tune kya kiya !!
by Pak101.com (few years ago!)
Father: Beta paper mai 80 % marks lainy hain
Son: Don't worry dad, 100 % lunga
Father: Stupid ! mairy sath mazaq karta hai
Son: Dad pehly mazaq kis ne Shuro kia tha
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher: Batao Zamin Or Chand Ka Apas Me Kya Rishta He
Pathan: Bhai Behn Ka
Techer: Wo Ksy?
Pathan: Q K Log Chand Ko Mamu
Or Zmeen Ko Maa Khty Hen.
“Geo Pathan”
by Mohammad Ali (few years ago!)
Bhikhari to stupid uncle Dhiir
3 din se bhookha hoon kuch de do
Dhiir- saale ek 74 sal k budha 12 din tak bhokha ho k jinda hai tuje tisre din mout aai hai.
Jai dhiir baba
by Pak101.com (few years ago!)
Chor Aya Tijori P Likha
Tha-Todne ki jarurt Ni,ButtonDabao Khul Jyegi
Button Dabate hi Police Aa Gyi
Chor-Aj Mera Insaniyt p se
vishwas uth Gya
by Pak101.com (few years ago!)