MATHS Teacher to a brilliant
MATHS Teacher to a brilliant sardar:
Aap 8 apples ko 6 logon mai barabar
kesy taqseem karei gy ?
?
?
?
?
?
?
Sardar:
juice bana kay. :’
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 873 views
Similar Jokes
Boy- can i hold your hand?
Girl- no
Boy- why?
Girl- because it hurts when you leave it
Boy- baap re i am acting but she is overacting…:p=))
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sipahi: (cycle sawar se) ruk jaao tumhari cycle mein light nahi hai.
Cycle sawar : ruk nahi sakta janab. Is mein brackein bhi nahi hain.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik sardar Europe gia wahan us ko police ne roka
aur investigation start kar di..
Sardar ko english nai ati thi..
Us ne Sick Leave ki Application suna di.
Police ne use Pagal samajh k chor dia..
Wife:wah sardar jee tusi te great o
Sardar: O a te kuch vi nai hale te may Thirsty Crow
nai sunai.. =P
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Mother: Santa tum 18 Years ki larki dekhar shadi karlo,
Santa: 2 bahu lekar ghar aata hai,
Mother: Kya hua?
Santa: 18 ki mili nahi to 9 – 9 ki 2 se shadi karli!!!
by Pak101.com (few years ago!)
1 LADY APNE BOY FRND K SAATH GHUM RHI THI
,
ITNE ME USKA HUSBND AGYA OR USKE Boy Frnd KO
PITNE LGA.
.
LADY-MAR SALE KO,APNI BIWI GHUMATE NAI
,
DUSRE KI BWI KO GHUMANE LE ATE H.
.
(fir boyfrnd ko josh aya gya or wo husbnd ko mrne lga)
lady-mar sale ko,na khud ghumane le jata h na kisi or ko
ghumane deta he
by Pak101.com (few years ago!)
Punjabi 2 Pathan:
Khan Sahib, Kya Jeans Mein Namaz Ho Jati Hy.?
Pathan:
Jis Ne Pehni Ho Uski To Ho Jati Hai,
Magar Jo Peeche Khara Ho Uski Nahi Hoti..;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Kuch log dozak mein bary aram se soay huy thy
Farishta : yaar ye koon log hain?
Daroga : ye sab pakistani hain loadshading ki waja
se garmi ki aadi hain .
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Maa doctor se phone par- Mere bache ko current laga hai main kya karun
Dr.- Pehle Aap allah ka Shukr ada kare ki Aap ki taraf Light aa rahi hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:art ki copy me train bnao me 5 min me aa rai hun. 10 min bad aa k kaha kahan hai:-
student:ap late ho gai hain train 5 min pehlay chli gai hai.
by Sabir shah (few years ago!)
2 sardaron ko 2 bomb mile,
1st Sardar: chal police ko de k aate hain.
2 sardar: agar koi bomb raaste me phat gaya to?
1st sardar: jhoot bol denge ki 1 hi mila tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)