Allah Ka Shukr Ada Kare
Maa doctor se phone par- Mere bache ko current laga hai main kya karun
Dr.- Pehle Aap allah ka Shukr ada kare ki Aap ki taraf Light aa rahi hai!
by Pak101.com (few years ago!) / 911 views
Similar Jokes
Santa ek ghar ke niche su su kar raha tha ,
uspar ek Aurat boli “dikhta nahi diwar hai>:O” ,
Santa bola : thoda side se dekho dikh jayega :D hehehe
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik Pagal Dosray Pagal Say:
Tum Kis Din Paida Howay?
Dosra Pagal:Itwar Ko.
Pehla Pagal:
Tum Mujay Pagal Bana Rahay Ho
Itwar Ko To Choti Hoti Hay
Ha Ha
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Yar muje Major Rohail ne social work krne Pr bohat mara.
Batna: Social Work?
Santa: Han, me ne qabristan k gate pr Welcome ka board lagaya tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : Santa yeh batao tense kitne tarah ke hote hai?
Santa : Teen maidam.
Teacher : Teeno ke ek-ek example batao.
...
Santa : Madam, Maine kal aapki beti ko dekha tha. Aaj mein ussey pyar karta hoon aur kal mein
ussey bhaga kar le jaunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Judge:suna hai ap ne apni bv ko 15 sal se dara dhmka kar rakha howa hai.
Admi:wo darasal...
Judge:safai ki zaroorat nai tareeqa btao.
by Sabir shah (few years ago!)
BOSS:15 din ki chuti q chahiye?
pathan:cousin ki shadi he.
boss:cousin ki shadi me15 din chuti q?
pathan:cousin ki shadi mujse ho rahi he . . . .
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Friend Said to Me:
Mere Paas Ghar Hai,
Car Hai, Computer Hai,
2,2 Mobile Phones Hain.
Tere Paas Kya Hai?
Maine Kaha: Mere Paas.
.
.
.
.
Cheeni Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Dimag ghuma dene wala
question:-
.
.
.
... Income Tax aur Callertune me kya
similarity hai..???
.
.
.
.
.
.
Dono ka paisa hum bharte hai,
Maza koi aur leta hai.! :D:-P
by Pak101.com (few years ago!)
“Ufff Sardi”
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Jab Uper likha hy ke
Srdi Hai to Nechy Konsa
Heater Laga Hy jo Dekh Rhy Ho.
2014 ki pehil Bezti Mubark Ho….
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: mera beta meri baat sunta hi nahi hai
Banta: kyu? itna gamandi hai kya?
Santa: nahi. woh behara hai
by Pak101.com (few years ago!)