Patni: Suno ji mere saath
Patni: Suno ji mere saath tumhare dus saal kaise beete?
Pati: Ek second ki tarah.
Patni: Agar main tumse 10000 rs mangu toh kaisa lagega?
Pati: Chavnni ki tarah.
Patni: Jara 10000 rs dena toh
by Pak101.com (few years ago!) / 872 views
Similar Jokes
A Chini was in hospital.
SANTA went to meet him.
Chini said “CHING CHONG, MOU.CHU CHA” & died.
SANTA went china 2 know the meaning,
that was:-
KUTTE OXYGN K PIPE SE PAIR Utha.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa 2 Police: Kal rath chor mere ghar se TV ke alava sab samaan le gaye
Police:TV kyon nahi legaya?
Santa:TV to me dekh raha tha is liye.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik admi hotel manager se: yeh tolya bohat ganda hai, hath saaf karne ke kabil nahin…,
manager: aap bhi ajeeb admi hain subah se 100 laog hath saaf kar chukkay hain aur kisi ne shakayet nahin ki
by hearthackervsgirls (few years ago!)
A couple were arguing.
Wife: You don’t like anybody in my family.
Husband: Not true, I like your mother-in-law better than my mother-in-law!
by tanveer hussain (few years ago!)
Sardar ki Biwi ka rang kala tha
Biwi ne Red Colour ki sarhi pehni or Sardar se pucha
Me kesi lag rhi hn
Sardar muskuraty huwy bikul CHRIS GAYLE
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa in computer exam:
Examiner:” What is Microsoft Excel??
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Santa:��� It is a new branch of Surf
Excel to clean the computer..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Jab Duniya Ka First Phone Bana,
Aur Phone Ko Start Kiya Gaya To Scientist Ke To
Hosh Ud Gaye.
Phone Screen Pe Likha Tha: “2 Missed Calls From
Rajnikant“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Psychology Ka Practical Ho Raha Tha.
Professor Ne Ek Chuhe Ke Liye Ek Taraf Cake, Aur Doosri Tarf Chuhiya Rakh Di.
Chuha Foran Cake Ki Taraf Lapka.
Professor Ne Doosri Baar Cake Ko Badal Kar Roti Rakh Di.
Chuha Roti Ki Taraf Lapka.
Is Tarah Kayi Baar Food Items Badli, Magar Chuha Har Baar Food Ki Taraf Hi Bhaaga.
Professor: “Aaj Is Se Saabit Ho Gaya Ke Bhookh Hi Sabse Badi Kamzori Hai”
Itne Mein Last Row Se Pappu Ki Awaz Aayi: “Sir Ji, Ek Baar Chuhiya Bhi Badal Kar Dekh Lo“
by Pak101.com (few years ago!)
Teac:Ram tumhara ghar banne wala tha aur tumhara bhai bhi aane wala tha?Uska kiya hua?
Ram:Nahi Hua.
Teac:Kiyu?
Ramono mein ek baat commom thi "CEMEN" khatam hogaya!!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ne Banta se kaha,”Sabse bada challenge kya hai?”
Banta replied – Answer sheet ko khaali chod do aur last me likh dena, paas karke dikha.
by Pak101.com (few years ago!)