film main kamkerne ka shok
Sardar Apne Dost Sy:
Yar, Mujhe Film Mein
Kaam Karney Ka Bara
Shoq Hy.
Dost: Tujhy Kis Tarah
Ka Roll Pasand Hy?
Sardar: Chicken Roll
by tanveer hussain (few years ago!) / 926 views
Similar Jokes
AADMI KI CAR SE TAKRAKE EK TOTA BEHOSH HO GAYA. AADMI TOTE KO GHAR LE GAYA. CAGE ME RAKHA KHANA DIYA. TOTA JAAG K BOLA:AAILA JAIL! WO CAR DRIVER MAR GAYA KYA
by Pak101.com (few years ago!)
Major Rohail:
Yaar tu itna bara ho gaya hai...
Aur ab tak teri darhi moonch nahi aai?
.
.
Pathan:
O yara hum apni AMMI pr gya hai...
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar Vs Pathan: Aisa Kya Karin K Saanp Bhi Mar Jaye Aur Lathi Bhi Na Totay ?
Sardar: Jootay Sa Mar Laitay Hain Thek Hai Na ?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Agar 3 Din Tak Subha Nend Se
Jaag Kar Kangha Na Kia Jae
T0
Hair Style
"Rehman Malik"
Jesa Ho Jata Hai..
"Veena Returns"... ;->
by Usama (few years ago!)
Teacher: Jab bijli chamakti hai to hum ko roshni pehlay aor
Aawaaz bad mein kyun aati hai?
Student: Kyun K Hamari Aankhein Agy Hain or Kaan Pechay
by Pak101.com (few years ago!)
Patient: Doctor, are you sure I'm suffering from pneumonia? Once a doctor was treating his patient with pneumonia but the patient died of typhus.
Funny Doctor: Don't worry, it won't happen to you. If I treat someone with pneumonia he will die of pneumonia only
by Pak101.com (few years ago!)
Kisi unknown number se Pathan ko sms mila:
"Agar tum zaheen ho to Rs.200 ka balance bhejo, aur agar hoshiyar ho to Rs.300 ka balance bhejo."
Pathan ne us number par Rs.500 ka balance bheja aur likha:
"Hum zaheen bhi hai aur hoshiyar bhi,ainda hum ko challenge na karna!"
by HAQ (few years ago!)
USA:-good morning
CHINA:-mehow
JAPAN:-shanhow
ITALY:-manichi
FRANCE:-sanchay
IN PAKISTAN:- Uth Khanjara 9 waj gaye ne
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Tcher-Tum Desh k liya Kya Kya karte ho?
Santa-Pani ki Bachat karta hu
Hafte me sirf 1 bar nahata hu
by Pak101.com (few years ago!)
A girl and Sardar were in love
Larki: Sardar jee ap mairi bilkul parwa nahi hai!
.
Sardar: Oye Pagli ! pyar karnay walay kesi ki parwah nahi karay
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)