Police wala apne SON se
Police wala apne SON se.
School se apka result acha nai aya
is liy tmhara kal se Khel & T.V band.
Son. Ye lo 50 ka note or mamla yehi rafa dafa kro
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 871 views
Similar Jokes
light chali gayi
beta-papa torch do na
baap-le,padega kya?
beta-no papa frnd ko sms bhejna hai isliye torch
maang raha huin
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa to Banta: I and my girlfriend are getting married.
Banta: Oh great, but when is the marriage?
Santa: I am marrying on on 13th Jan and my girlfriend on 20th.
by Pak101.com (few years ago!)
ladki :"Meri maa ko tum bahat pasand aye
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ladka(sharmate hue) : To kya huwa
.
.
.
Mei tumse hi shaadi karunga
.
.
.
.
.
Aunty se kehe dena mujhe bhul jaye
by Pak101.com (few years ago!)
Shadi Se Pahle Girlfirend Apne Boyfriend Se Puchti Hai
Girlfriend: “Chaand Kaha Hai?”
Boyfriend: “Ek Upar Aur Ek Tum.”
Shadi Ke Baad Vo Hi Patni Jab Apne Pati Se Puchhti Hai.
Patni: “Chaand Kahan Hai?”
Pati: “Andhi Hai Kya? Wo Upar Kya Tera Baap Torch Leke Khada Hai?“
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ny Bache Ka Nam MQM Rakha
Dost: Apko MQM Sy Nfrat Hy
Phr Apny Bete Ka Nam MQM Ku Rukha,
Pathan: Hum Sari Dunya Ko
Batana Chata Hai Pathan MQM Ka Baap He.
by Pak101.com (few years ago!)
5 K Beech Me 4 Likhkar Batao?
China : Mazak Mat Karo.
.
Japan : Namumkin
.
Amrican : Sawaal Galat Hai.
.
UK : Net Par Nhi Hai.
.
Indian : Easy… F(IV)E.
India has all
"JUGAAD". ;-) ::::D::::P
Click Like if ur proud to b an
Indian :D
by Pak101.com (few years ago!)
Makan Malik : Rs 700 kiraya hoga.
Kirayedar : Thik hai. Lekin aapke makan me chuhey nach rahe hai.
Malik : To saale 700 me kya Sheela nachegi?
by Pak101.com (few years ago!)
AIK DOCTOR KI NURSE SE SHADI HUI. US DOCTOR KE DOST NE US SE POCHA KE YAAAR LIFE KAISE GUZZAR RAHI HAI ?DOCTOR NE JAWAB DIA"YAAR JAB TAK SISTER NA KAHON SUNTI HI NAHIN"
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: pata hai, bachpan mein mujhe ek bus ne zor
se dakka maar diya tha.
Banta: baap re, tu mar gaya ke bach gaya?
Santa: mujhe yaad nahi hai. main tab 4 saal ka tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pati ghar jaldi aa gya
Patni ne PREMI(GUPTA JI) ko powder laga kar kone me MURTI ki tarah khada kar diya or pati ko kaha ye MURTI Gupta ji ne di hai.
Pati adhi raat ko uth kar MURTI ke aage Sandwich rakh kar bola: Kha lo Gupta ji, Parso me bhi Tumhare ghar sari raat aise hi khada rha tha sala kisi ne pani b nhi pucha.
by Pak101.com (few years ago!)