Janu Tumhari Neck Pe
Husband : Janu Tumhari Neck Pe Ajeeb si Cheez Lagi Hui Hai Jisy Dekh Kar Khoof Ata Hai
.
.
.
.
.
Wife : Vo kya ???
Husband : Tumhara Mun!! ;p ;D
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 908 views
Similar Jokes
Banta: tujhe apna laptop bada karwana hai..?
Santa: Haan yaar..
Banta: to fir Isme se
window nikalwa ke darvaja fit karva le..
by Pak101.com (few years ago!)
Hazaron Saal Uski Maa Karti Rahi Us K Baap Se Gaddari..
.
.
.
.
.
.
Tab Kahin Jaa Kr Paida Hua Asif ali Zardari…
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Mere Mohalley Wale Bohat Kanjoos Hein.
Dost:Kiun?
Pathan: Sab Ne 14 Aug Manai Par
Kisi Ne Qurbani Ka Gosht Nahi Bheja.
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:me kaisi lag rhi hun ajj
abi beauty parlour se aaye hun
boy:to beauty parlour band tha kia?
by Sabir shah (few years ago!)
Circiut: Bhai, who apnay bachpan ka dost aarehla hai aaj raat ko dinner pe.
Mera Sara chain collection apne kamray mein chupa do na please.
Munna bhai: Kyun tera dost chor hai kya?
Circiut: Nahin Bhai, woh apne chain pehchan lega.
by khalid hussain (few years ago!)
Basanti : Ek baat batani hai, par please muje marna nahi. Veeru: Bolo. Basanti: Mein Pregnant hu! Veeru: It's a very good News. Basanti : Shadi se pahle pitaji ko bataya tha to bahut maar padi th ...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Suhagrat Pe Dulhe Ne Bade Hi Romantic Andaaj Se Dulhan Ko Bola.
Dulha: “May I Kiss You Darling ?”
Dulhan Sharmate Hue Boli: “Hamne To Kabhi Gairon Ko Bhi Mana Nahi Kiya, Aap To Phir Bhi Apne Ho Ji“
by Pak101.com (few years ago!)
Miraasi ka bacha school daakhil ho gaya
Teacher ne kaha 2 ka pahaara sunao
Wo sharmatay howe bola
Miss G Tussi Naal Niki Niki Tolki Wajao
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Marez:doctor se mere danton main dard rehta hay or ab to danto main kerah bhi lag gya hay.bataye doctor sahib main kya karon?
Doctor….aap aik mahn tak ras or chay lein is ke alawa kuch na khayein .
Aik mahn tak marez rozana sirf or sirf chaye or ras par guzara karta raha magar aik din ras& khatam ho gye jis par marez ne socha ke chalo aj main sirf chaye pee leta hun.aaj guzara ho hi jaye ga.kal ras le aaon ga magar
kere ko acha na laga,foran bahir nikal kar kehne laga
Uncle aj ras nahi hay kya.
by Pak101.com (few years ago!)
Larka ghor say larki ko dakh raha tha
Larki: Aap k gar main maa g hain
Larka: hain g hain
Larki: bhen b ho gi
Larka:hain g 2 hain
Larki: to marjanay unnay ja k gor na
by hearthackervsgirls (few years ago!)