Kocha Ye Tumne Kya Kardiya?
Admi: Mujhe Sardar Banado
Doctor:
Us Ke Liye Tumhara 50% Dimag Nikalna Paadega
Admi: Nikal Do, Doc Ne Galti Se 90% Nikal Dia
Admi Hosh Ma Aa Ke Bola:
Kocha Ye Tumne Kya Kardiya?
by Pak101.com (few years ago!) / 944 views
Similar Jokes
Wife: Suniye, is sunday mujhes cinema dekhna hai, dher saari shopping karni hai aur five star hotel mein khana
khana hai…..
Husband: Phir aaj mandir chalte hain..
Wife: Mandir kyun ?
Husband: Bheek maangne ke liye….
by Pak101.com (few years ago!)
Duniya buri ho sakti hai aap nhi
Duniya bewafa ho sakti hai aap nhi
Duniya zalim ho sakti hai aap nhi
aur
aur
aur
Kuttay ki dum sedhi ho sakti hai ap
ke nhi..
by Mazhar Khan (few years ago!)
5% People On SKyPe Says ' Hi How R u ? '
and The Remaining 95% Say :
.
.
.
.
.
.
Helloooo, Meri Awaaaz Arahi hai !! xD
by Pak101.com (few years ago!)
Son: I can't go to school today.
Father: Why not?
Son: I don't feel well
Father: Where don't you feel well?
Son: In school !
by Pak101.com (few years ago!)
Shadi main Khana khany k 2 usool.
Rule 1:
Pehli baar is tarha khao k dosri baar nahi milega.
Rule 2:
Doosri baar is tarha khao k pehli bar mila he nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
1 pathan pehle roze ko masjid me naat parhne
gyasub logo ne usy boht mara!
Kyun? Kyun k pehle hi roze me naat prh raha tha
“Alvidah Alvidah mahe Ramzan”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar:aik din mujhe bahut gussa aya aur me ne zor se dewar pe laat mari aur wo toot gai.
Dost:aby jhoot mat bol
sardar:dewar nai meri laat toot gai thi
by Sabir shah (few years ago!)
Wife:Is Saal Rozay Rakho Gy?
Husband:Nhe
Wife: Aur Taravi Prhogay?
Husband:Mushkil Hy
Wife: Aur Aftari Kro gy?
Husband: Zahir hai.
Kia bilkul he kafir hojaon?
by Mazhar Khan (few years ago!)
Beggar: 10 rupaiya dedo saab. girlfriend ko phone karni hai.
Saab ka girlfriend: dekho, bhikaari bhi apni girlfriend ko kitna pyar karta hai.
Beggar: nahi memsaab, use pyar karne ke baad hee main bhikaari ban gayaa
by Pak101.com (few years ago!)
shehzada saleem: humari amma aur abba humse
aitna pyar karte tahe k humare sone tak
humare pass baithe rahte aur hum phir bhi na sote.
wazeer: isiliye to aap iklote rah gaye.
by Pak101.com (few years ago!)