Aik pathan apnay shoulder pe
Aik pathan apnay shoulder pe tuta betha k ja rha thaPaas aik banday ne pucha ye kon sa janwar ha?
Tota bola PATHAN.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1065 views
Similar Jokes
Santa : Mobile me kuch mp3 load krna he
Servicing Man : Memory card he?
Santa : Nahi kya Ration card chalega?
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor sardar say
"tumhara aik gurda fail ho gaya hai."
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
sardar rotay huay,
.
.
.
.
.
.
.
.
"kinay numbraan tOOn."
by Pak101.com (few years ago!)
Kuch is tarah Usne mujhe Bewakoof Bana Diya Faraz.....
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ji Haan! Bilkul Isi Tarah.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher:kal chuti kiun ki thi?:-
studend:ghar pe zaroori kam tha.
:-
teacher: O I C
:-)
student:ALLAH di qasam he o nai aai si me gaya si.
by Sabir shah (few years ago!)
Ek Ladki Ne Ghar Se Bhaag Ke Shaadi Kar Li.
Do Din Baad Wo Rote-Rote Ghar Waapis Aayi.
Baap Ne Ye Dekha Aur Gusse Se Puchha
Baap: “Ab Kyun Aayi Ho Yahaan?”
Ladki Rote Hue Boli: “Papa Wo BMW Ka Driver Nikla, Iphone Bhi China Wala Nikla“
by Pak101.com (few years ago!)
Boy-"Dear, look into my eyes,
what do you see?
Tell me quickly!"
Girl-"TRUE LOVE"
Boy-"oye!True love wali,
kachara gaya hai, jaldi phunk mar
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Mere Mohalley Wale Bohat Kanjoos Hein.
Dost: Kiun?
Pathan: Sab Ne 14 Aug Manai Par Kisi Ne Qurbani Ka Gosht Nahi Bheja
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Banta: Pareshan lag rahe ho.
Santa: Yaar baap ban ne wala hu.
Banta: Yeh to khushi ki baat hai.
Santa: Lekin biwi ko nhi pata
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Ek Baraf Ka Tukra Utha Ker Usey Ghour Se Dekh Raha Tha...
Admi:- Kya Dekh Rahe Ho???
Sardar:- Dekh Raha Hoon Key Yeh Leak Kahan Se Ker Raha Hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Sochte huwe bhi dar lagta hai.
If women could read minds,
every second man will get slapped. ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)