Shirt k Liye Koi Acha sa Kapra Dikha 2
Sardar:
Shirt k Liye Koi Acha sa Kapra Dikha 2,
SalesMan:
Plain Mein Dikha Doon?
Sardar:
Hawai Jahaz wich Jan di ki Zarurat ay ethe e wakha deh.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 969 views
Similar Jokes
Police-Aap Belt Pehen Kar drive kar rahe hai aapko Rs. 5000 ka inam diya jata hai Aap iska kya karoge
Santa-main is se apn driving license bannaunga...
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : pappu i will give you a tight slap if you continue this filmi behaviour in class…!!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Pappu : Thapad se dar nhi lagta madam pyar se lagta h
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sheikh doctor k pass gaya or bola
k ghar ja ker mareez check karnay k kitnay pesay logay?
Doctor:300 rs.
Sheikh:chlain doctor sahab.
Ghar puhanchay to docor ne pocha k mareez kahan hai?
Sheikh: mareez koi nahi hai,
Taxi wala 500 mang raha tha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan on phone: Maa khush khabri hai
Maa: Bol beta
Pathan: Hum 2 se 3 ho gaye
Maa: Mubarak ho,beta hua ya beti
Pathan: Meri biwi ne dosri shadi karli..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Bap: Aaj Mera Bacha Upset Q He..??
Beta: Mai Apko Nai Bata Sakta
Bap: Mujhe Apna Dost Samjho Yar
Beta: Yar Teri Bhabhi Nraz Ho Gai He
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Nurse-Udas kyu bethe he Sir ?
Darbar Doctor -
Dopahar ko jiska operation kiya tha who mar gaya !
Nurse- Sir woh operation nahi POSTMORTEM tha
by Pak101.com (few years ago!)
One frog asked Astrologer: Please tell my future
Astrologer: A smart girl will touch you.
Frog: Great..! But when & where?
Astrologer: next semester in Zoology lab
by Abdul Sami (few years ago!)
Uss Larki ki capacity per main heraan hoon
“faraz”
jo kehti hai DAWLANCE liya to baat bani. :(
by Mazhar Khan (few years ago!)
Shadi ki raat Santa apni BV k liye Gulab ka Phool le kr Aaya
BV:Mujhe ye nhi chahiye,
koi SONAY ki Cheez do
Santa:Ye lo Takiya aur SO Jao.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladki apny boy friend ke saath nayi garri main long drive per jaa rahi thi achanak raastey mein larki kehnay lagi…..“suno ! kya tum aik haath se garri chala saktay ho?”
Kyu nahi.. ladke ne bade fakher se garden akraaii…
Aur phir larki ne aahista se kaha, “Toh phir doosray haath se apni naak saaf karlo”
by khalid hussain (few years ago!)