“faraz”
Uss Larki ki capacity per main heraan hoon
“faraz”
jo kehti hai DAWLANCE liya to baat bani. :(
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1581 views
Similar Jokes
My wife treats me like GOD.! She
makes NO notice of my exi
stence till she wants some thing
by Pak101.com (few years ago!)
GOLU:Dehaat se aye ek admi ko english ke sirf do words aate the, phir b usne shehar ja ke lakho rupye kamaye. MOLU: Kaunse words
GOLU: HANDS UP
by Pak101.com (few years ago!)
Sasur ne Daamaad se kaha : 6 saale me 8 baache.Ye kya hai?
Daamaad : Maine aapse kaha tha Gareeb jarur hu par aapki beti ko kabhi khali pet nahi rakhunga!
by Pak101.com (few years ago!)
MAMU :Chand toh raat ko nikalta hai, aaj din mein kaise nikal aya?
GIRL :Ullu to raat ko bolta hai, aaj din mein kaise bol pada? .
by ADNAN (few years ago!)
Pathan ne Darya mai Dobtay hoye 1 Aadmi ko bachaya.
Or Thori Dair Baad Dobara Phenk diya:
Kisi ne kaha ye kiya kia?
Phatan: Purani Kahawat hai
"Neki Kar Darya Mai Daal"
by Abdul Hannan (few years ago!)
Billi: Tum Kitnay Saal K Ho?
Hathi: 3 Saal Ka Hu.
Billi: 3 Saal K Ho Our Itnay Baray Kesay?
Hathi: Nido Peeta Hu.
Sehat Ki 10 Khoobiyo Wala.
Tumhari Umar Kya Ha?
Billi: 30 Saal.
Hathi: 30 Saal Ki Our Itni Choti?
Billi: Fair&lovely Use Karti Hu.
Umar Ka Pata Hi Nahi Chalta ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Admi:Santa aap ka aik dant blue Q hai?
Santa:Yaar main ne ink lagayi hoyi hai,
Admi:Hain! Wo Q ji
Santa: oye khoty "bluetooth" da zamana hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan: Kal me Bathroom Gaya
to Andar JIN tha
wife: Phir Kiya Howa?
Pathan: Hona Kia tha
me JIN se bola
"TUM KARLO" Hmara to wese
hi Nikal gaya hy
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa ki 10 betiyan thi phir ja
kar uske ghar 1 beta paida hua.
Santa ne uska naam kya rakha
hoga?
.
.
.
.
MUSHKIL SINGH.
by Pak101.com (few years ago!)
dil se dil laga kar
bhi dekh,
meri yaad mein aansoo
bahakar bhi dekh,
SMS kya CALL bhi
karenge,
ek baar mere mobile ka
bill chuka kar bhi dekh……
by Abdul Hannan (few years ago!)