ye chaaku kyon ubaal rahe ho?
Santa:-ye chaaku kyon ubaal rahe ho?
Banta:-aatnhatya karne ke liye.
Santa:-to isme ubaalne ki kya zaroorat hai?
Banta:-are yaar kahin infection na ho jaae.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 834 views
Similar Jokes
Malik Nokar Sey:
Jab Main Tum Par Ghusa Karta Hoon,
To Tum Apna Ghusa Kis Pe Nikalte Ho?
Nokar: Toilet Saf Kar K,
Malik: Kaise Saf Karte Ho…?
Nokar:
Ap K Tooth Brush Se..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Me 20 saal ka ho gaya,
par aaj tak mujhse koi ladki nai pati . .
.
.
Ye hai aam jindagi. . .:-|
....
.
Me 20 saal ka ho gaya,
par aaj tak koi ladki mujhe nahi pata saki. . .
.
.
Ye hai mentos jindagi. .
by Pak101.com (few years ago!)
1 Snta ne apni bhabi ko jan se mar diya. Logo ne
pucha k tum ne apni bhabi ko Q mara?
snta bola:
O yar mai jis-se b puchta k tum phone pe kis-se
bat kr rha h to wo khta. Teri bhabhi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan 2 shopkeeper: Bhai sahb 1 rupia ka Easy Load kardo
.
Shopkeeper: 1 rupey ke load se kesi ko call karni hai ya msg?
.
Pathan: Karna tu kuch bhi nahi,
Bus aisy hi paisy urany ki adat hai
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Kisi ke zindagi ki qeemat ka andaza
uski maut ke baad hi hota hai
Jese….
Zinda murghi Rs – 200
Aur
Chicken karahi Rs – 700
by Numan Malik (few years ago!)
Pathan Ka ßaita Awaaz ßadal Ker Apnay Master Ko Çall Kerta Hy..
"Maira ßaita Aaj Theek Nahi Hy, Aaj Nahi Aa §Akta"
Master Awaaz Pehchan Ker Ghussay §Y ßola..
Tum Kon ßaat Ker Rahay Hou?
ßacha Ghabratay Huay: Mairay Abbu ßaat Ker Rahay Hain..
by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
Aik Sardar Jab Bhi Kapray Dohta
Tu Bht Zor Ki Barish Ho Jati
Aik Din Bht Dhup Nikli
To Sardar Ny Shukar Kiya Aur Dukaan Say
SURF Lenay Chala Gaya,
Jb Dukaan Mai Enter Hua To,
”Badal” Bohat Zor Say Garja,
Sardar Ne “BAADAL Ki Tarf Dekh Kr Kaha:
KIDHR??
Main Te Nimko Lain Aya Wan:-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Gora Aadiwasiyon Ki Research Karne Jungle Mein Ek Saal Ke Liye Jata Hai.
Uski Research Poori Hone Tak Ek Aadiwasi Ladki Ko Bachha Ho Jata Hai.
Ladke Ka Gora Rang Dekh Ke Ladki Ke Aadiwasi Pati Ko Shak Hota Hai Ki Ye Uska Bachha Nahi Hai.
Wo Ladki Aur Gore Ladke Ko Pakad Ke Sardar Ke Pass Le Jata Hai Aur Bolta Hai.
Pati: “Mere 6 Bachhe Kale Paida Hue Aur Ye 1 Hi Gora Kaise Paida Hua, Bolo Kiska Paap Hai Ye?”
Itne Mein Gora Sardar Ko Samjhate Hue Bola.
Gora: “Ismein Is Bechari Ka Koi Dosh Nahi Hai, Ye To Kudarat Ka Karishma Hai, Ab Wahan Dekho Us Bakari Ke 3 Bachhe To Safed Rang Ke Hai Aur 1 Hi Kale Rang Ka Hai”
Ye Sunte Hi Aadiwasi Gore Ko Kone Mein Le Jakar Dheere Se Kahta Hai.
Aadiwasi: “Main Samajh Gaya Sahab, Main Is Gore Bachhe Ke Baare Kuch Nahi Bolunga Aur Aap Us Bakri Ke Kale Bachhe Ke Baare Mein Kuch Nahi Bolenge.“
by Pak101.com (few years ago!)
On Jeeto’s bday Santa had no money, so he sent a cheque of 100 kisses.
When he returns home Jeeto said: Thanks I got cheque cashed from bank manager.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: When do you know your kids have grown up?
Banta: When your daughter begins to put on
lipstick or your son starts to wipe it off.-
by Tanveer Hussain (few years ago!)