how old r u ?.
cat-how old r u ?.
elephant- 5yr.
cat-bt u look big,
elephant-i m a complan boy,
cat-i m 30yr,
elephant -bt u look so small,
cat-jhandu kesari jevan badti umar mano tham se jaye .
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 852 views
Similar Jokes
Wife; agar main pakistan ki sb sy bari choti K2 pr charhny main kamyab ho jaon, to ap mujhy kia dain gy?
.
Husband : halka sa Dhaaakaaaa
by Abdul Sami (few years ago!)
Pappu ek party mein gaya aur waha usne 8 butter naan kha liye.
Kuch der baad toilet mein pet pakad ke ro raha tha bhagwan se request kar raha tha ki, “Hey bhagwan ya toh jaan nikal de ya naan nikal de
by Pak101.com (few years ago!)
1 Aadmi Dosre Admi Ko Maar Raha Tha,
Logon Ne Poocha K Q Maar Rhey Ho??
Wo Bola
Sala 1 Ghantay Se Pooch Raha Hy K
Phir Sailab Kab Aaega Muje Rashan Nai Mila..
by Pak101.com (few years ago!)
Santa Ne Apne Dost Banta Ka Mobile Dekha Aur Bola
Santa: “Bhai Kya Baat Hai, Aaj Tere Mobile Pe Bade I Love You Ke Messages Aa Rahe Hai?”
Banta Khush Hote Hue Seena Tan Ke Bola: “Kuch Nahi Yaar, Aaj Biwi Ka Mobile Utha Ke Laya Hoon Na“
by Pak101.com (few years ago!)
Ye keh kr Pathan Ne truck Larkioon pe charha Dia FARAZ,
Bachna ae Hasinoo Lo main aa Gaya.... . . , ., , , , , ,
JEO PATHAN
by Abdul Hannan (few years ago!)
Beta:papa chalo aaj Mcdonalds chalte hain
Papa:pehle mcdonalds ke spellings to batana zara
Beta:Chalo fir KFC chalte hai
by Pak101.com (few years ago!)
Judge ( chor se ) : tum pandharvin baar adalat mein aaye ho is liye tum par pachaas hazaar rupay jurmana aed kya jata hai.
chor ( haath bandh kar ) : huzoor! baqaida anay walay gahak ke sath kuch to riayat honi chahiye
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan na apna bacha ka naam america rakh lea .
Logo na pocha aap ka dushman ha america aap na apne bache ka naam america rakh lea .
Pathan : na kaha hum dunya ko batana chahta ha ka pathan america ka baap ha . Aur Aes tarah jang shoro ho ge.
America : Hum Chand per jakr jahaz banyge .
Pathan : hum soraj pr ja kr naswar banayga .
America : Tum jal jaega.
Pathan : Hum Pagal nhe hum raat ko jayga.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Son: Mom,Papa bahut sharif he
Mom: Wo kaise beta
Son: Papa jab bhi kisi ladkiko dekhte he to apni ek aankh bandh kar lete he
by Pak101.com (few years ago!)
Daaku Pathan K Ghar Gus Giya Aur Bola
Jaldi Batao SONA Kahan He?
Pathan:
Pagal Ka Bacha Itna Bara Ghar He,
Kahin B So Jao
Hamen Uthane Ki Kia Zarurat Thi.
by Pak101.com (few years ago!)