ketnay ka ticket lena hoga.

Aik larka apnay dost ko bata raha tha. Meray Abbu mein bari khubyan hain. Bahadur itnay hain jaisay sher, tandurust itnay hain jitna hathi aur aakhein to baz ki tarah teiz hain.

Doosra dost foran bola: agar hum in ko deikhna chahein to ketnay ka ticket lena hoga.

by hearthackervsgirls (few years ago!) / 839 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Sardar Insaan Nahi Gadha Hai

Teacher To Sharma:
What Is The Full Form Of SINGH?

Sharma Thinks Hard And Says:
Sardar Insaan Nahi Gadha Hai

by Pak101.com (few years ago!)
putar nhi labde

Chuhi chuhe se-Tu mere lyi jaan de sakda a?
Chuha-kade nhi?
chuhi-kyon?
chuha-Sadi maa nu put nhi labne tenu yaar bathere......

by Sajjad Qureshi (few years ago!)
Kia kareena kapoor lata

Karaya daar malik makan se:ap k ghar me jaga jaga chohay nachte pherte hain


malik makan:tay hor k 1200 wich kareena kapoor aa k nachay

by Sabir shah (few years ago!)
Dhobhi And Gadha

Gadha 1: Yaar main jis dhobi ke ghar kaam karta hoon,wo mujhe bahut marta hai.

Gadha 2: Tu ghar chor kar bhaag kyo nahi jata.

Gadha 1: Kya batau yaar dhobi ki ek bahut koobsurat ladki hai, wo jab bhi shararat karti hai to dhobi kehta hai ki, teri shaadi is gadhe se kar dunga.Bas ye hi soch kar ruka hua hoon wahan par.

by Pak101.com (few years ago!)
first friend: yar aaj mai

first friend: yar aaj main nay PC hotel main sirf 50 ropay main khana khaiya

2nd friend: naheen yaar woh kaisay?

ist friend: yaar bill to 2000 bana tha unhoan nay police ko bulwa liya aur main nay 50 ropay day ka jan churwai

by Abdul Sami (few years ago!)
Santa : Badda dukh hoya

Santa : Badda dukh hoya si teri wife di mout ki khabar sunker, wase hoya ki si?

Banta : Goli lagi si matthe vich.

Santa : Shukar rabb da ankh bach gai.

by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Oye, tu to Doctor ke paas

Banta: Oye, tu to Doctor ke paas jaane waala tha, kya hua?
Santa: Yaar kal jaaonga, aaj thodi tabiyat kharab hai.

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ab me naha lun

Sardar:docter sahab mujhe 5 sal pehlay bukhar howa tha
docter:ab kia howa
sardar :ap ne nahane se mana kia tha ab me naha lun.

by Sabir shah (few years ago!)
Sardar Was Drying Some Fruits

A Sardar Was Drying Some Fruits
In The Sunlight And Then Eating Them

Some 1 Asked What R U Doing?

Sardar: I Am Weak
The Doc Has Advised Me To Eat Dry Fruits!

by Pak101.com (few years ago!)
Boy to friend

Boy to friend: Dekho voh ladki meri taraf dekh ke muskura rahi hai.

Friend: Yeh to kutch bhi nahi, jab maine pehli bar tumari shakal dekhi thi to 3 din apni hassi nahi rok paya tha.

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Miss Call By Miss

Funny

shadi mubarak

Wife: aaj tum udaas Q ho?

Telephone call

Creation

FB page Admin hone ki sabse ..

Son: Papa aaj meri Miss

Loadshading ne namazi bana dia

Born in California

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook