Aik nojawan ne aik bazurg se poucha
Aik nojawan ne aik bazurg se poucha. “train main safar karte waqt kis taraf muhn rakhna chahy?”
bazurg bole: apne saman ki taraf.”
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 899 views
Similar Jokes
Ae RABB hamare W0 Tamam Gunaah Muaaf Farma.!
jinKi Wajah Sy hamari Shadi RUKI Huwi Ha :-)
(Aameen)
Note :shadi shuda Afraad “RUKI
” Nikaal K Parhen.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Zardari ko juta nhi laga tu kya hua "Faraz"
Akhir Jutay ki bhi koi self respect hy....!
by Raju (few years ago!)
Gurdware waleyaan ne eh elaan kita hai k gurdware wich 5, 10, 20, 50, 100, 500 de note nahi chadaye jange
kyonKi
GANDHI di tind te rumaal nahi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher to pathan:
batao Pakistan ka jhanda sub se pehle kahan lehraya gya?
Pathan boht dair sochnay k bad bola:
Hawa mei….
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Boys Girls se Zyda Naik hoty hain Kuyn k
Jab b koi B0y kesi Girl ko dakhta hai to bolta hai
Sadky Jawan, kurbban Jawan, MashaAllah, SubhanAllah,
Aur Girl Boy ko dakh kar kahti hai
Dekho kaisy ghor raha hai
Kamina, Zaleel, Be-Sharam, Be-Haya
Tu Sabit howa boys Girls se Zyda Naik hoty hain
by Pak101.com (few years ago!)
Bhakt-Baba Koi aisa job batao,jaha mujhe kam na
karna pade,Log apna kam khud kare aur mujhe
paise bhi de. SWAMIJI-Ja beta,SULABH
SHOUCHALAY me Naukri kar le..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Customer To Banker:
Agar Mian Aaj Cheq Deposit Karwata Hu Tou Kab Tak Clear Ho Jaye Ga?
Banker: Sir 2, 3 Din Lagay Gay.
Customer: Dono Banks Amnay Samnay Hain Phir Itnay Din Kio?
Banker: Sir Procedure Tou Follow Karna Parta Ha..
Ab Jesay K Agar Aap Qabristan K Bahir Accident Main Mar Jatay Hain,
Tou Pehlay Aap Ko Ghar Lay Kar Jayen Gay,
Ghusal Daingay, Kafan Pehnayen Gay,
Janaza Parhain Gay.
Ya Wahi Martay Hi Gaar Tou Nahi Dengay?
Customer: Lanat Teri Misal Pay Manhoos :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Padri Dosray Se Yaar Meri B.V Ghar Baar Sab Kuch Le Lia Or Talaaq De Dia,
Doosra Padri:(Rotay Huay) Yaar Tum To Buhat Khushnaseeb Ho Meri Begum Ne Mujh Se Pran,Pardhan,Izat,Dolat Sb Kuch Le Lia Or Talaaq phr Nai Dia
by tanveer hussain (few years ago!)
Sardar: Oye Meray Shampoo K Sath Wala Free Gift
De!!
Shopkeeper:
Sardar G Uske Sath Ko Igift Nahi Hai
Sardar:
Bakwas Na Kar Shampoo P Likha Hai DANDRUF
FREE
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek larki ghr se baag gye.....aur 3 din baad wapis aye..
papa:-aab kha lene aayi hai??
larki:-patli pin wala charger.
by Pak101.com (few years ago!)