muthi garam karo
Inspector: tum ne company manager ka hath kiun jalaya,
nojawan: sir, nokri mangne aya tha tu kehta muthi garam karo
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1056 views
Similar Jokes
Wife : Agar Main Mountain Everest Pe Chadhun Toh Aap Mujhe Kya Doge ?
Husband : Pagli, Isme Pucchne Wali Kya Baat Hai..
"DHAKKAA !"
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ki bivi uske driver k sath bhaag gaee..
logo ne poochha 'santa ji hun ki kroge..?
Santa: karna ki hai hun gaddi aap chlaawange..
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sardar Cycle Ka Break
Haath Me Lekar Naach Raha Tha ,
2nd sardar,"O G, aeh Kya Ker ray ho..?"
...
sardar...
'BREAK DANCE'.
by Pak101.com (few years ago!)
Why I Hate C.I.D :(
An Example:
LADY: Rahul Mera Bhai Tha
DAYA: Kya? Rahul Tumhara Bhai Tha?
LADY: Han, Rahul Mera Bhai Tha
ABHIJEET: Rahul Sach me Tumhara Bhai Tha???
LADY: Ha Sir...Wo Mera Bhai Tha.
ACP: My God, Iska Matlab, Tum RAHUL Ki Bahen Ho ...
by Muhammad Zeeshan (few years ago!)
Baap bête khana kha rahay the to betay nay kaha: Abbu….
Baap nay kaha: chup karo khana khatay waqt baat nahi kartay.
Jab dono baap beta nay khana kha lia to baap nay kaha: Beta kia keh rahay the?
Betay nay jawab dia: Abbu Salan mein makhi thi woh kha gaye hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
PATHAN Ki Bus Nehar Me Gir Gai
POLICE: Bus Kesy Giri?
PATHAN:Muje Ni Pta!
POLICE : Q?
PATHAN : Wo Aj Helper Ni Aya
To Me Pechy Kraya Lene Gya Hua Tha.. ;->
by Mohammad Ali (few years ago!)
Secretary: Sir aap muje naukri se
nikal toh nahi rahe??
Boss: Nahi, par tumhe kisne
kaha?
Secrtary: Wo aapne Cabin se sofa
aur Bed hatwa diya na Isliye
by Pak101.com (few years ago!)
Girl 2 Sheikh:
Mujhe apni ring de do main ring ko
dekh k tumhay yaad karu gi
Sheikh:
Tum ye soch k muje yaad kr lena k mene ring mangi thi usne nahi di.;-
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Love wo hai jab ham ek nariyal me
2 pipe dal k peete hai..
.
.
.
But..
.
.
.
.
Dosti wo hai jab ham ek nariyal me
ek pipe dalkar apne dost se kehtehai
.
"Le be bhikhari pura mat pee liyo:p
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan:beta 2 bister kiun laga rahe ho?
Son:ghar pe 2 guest arahe hain.
Pathan:kon
son:ami k bhai aur mere mamun aa rahe hain.
Pathan:aik aur bi laga do mera bi sala aa raha hai.
by Sabir shah (few years ago!)