Chooohy Ko Lagi Billi Gori Gori
Chooohy Ko Lagi Billi Gori Gori
Dono Milne Lagy Chori Chori.
Chooha Bola
OH Gori
Ao Khele Ankh Macholi
Billi Chohy Ko Kha Kr Boli:
I HATE LOVE STORY
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 1100 views
Similar Jokes
Boy-Mujhe Ek Behad Khubsurat Ladki ki Talash Hai
GIRL-Lo Mai Aa Gyi
BOY-Thik Kiya Ab Use Khojne me Meri Help Karo
by Pak101.com (few years ago!)
Delhi se Mughalsarai jaanewali ek train mein kuch budhyijibi type ke log sawar thy..
Woh log jor jorse antarrashtriya stor ke batien kar rahe thhe.
Upar ke birth par so rahe ek brahmin ko bahut pareshani ho rahi thhi.
Batien karte karte ek sajjan bole, “pahle punjibaad aya, fir samyabaad aur aab samajbaad ayega.”
Tabhi upar se woh vyakti chillaya, “bhaisaab jab Ilahabaad aye to mujhe thora jaga dena!!!”
by khalid hussain (few years ago!)
Funny Bapu In Interview
Interviewer: Aap Ka Janam Kaha Hua Tha?
Bapu: Porbandar.
Interviewer:Uska Spelling Batao?
Bapu:Majak Kar Raha Tha,Gujraat Main Hua Tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Husband: Begam aaj koi aysi baat kaho
jis sy dil khush bhi ho jaye aur jal bhi jaye?
WIFE: tumhare sab doston mein sab se
acha kiss karne ka style tmhara hy.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Bhai sahab 1 kala bulb dena.
Storekeeper: Aap kaley bulb ka kia karainge?
Pathan: Dopaher me soney k liye andhera karna hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
A sardar on an interview for the post of detective was
asked a question
Interviewer - Who killed Gandhiji ?
Sardar - Thanks for giving me the job, I will
investigate
by Abdul Hannan (few years ago!)
Wife- If I Dismiss The Cook
‘n Make Food Myself For A Month,
What Will You Pay Me..?
Husband- I Won’t Have To Pay You,
You’ll Get My Entire Insurance Amount.. !:)
by A. Sami (few years ago!)
Ek baar chinti hathi k upar beth kr ja rahe hoti hain..
Raste me kacha pul aa jata ha usko dekhkr chinti boli "cross kr loge ya me utru?' :-)
:-D
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Ji and Umbrella
Ek sardar ki chatri me hole tha,
kisine pucha, umbrella me hole kyun?
Sardar bola, Oye barish ruk jayegi to pata kaise chalega.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
een admi apas main bethe apne apne dukhon ki daastan suna rahe the. Pehla Admi Bola : main teen saal africa ke junglon main raha hon. Dosra Admi Bola : main panch saal arab ke sehraon main raha hon. Teesra Admi Dukhi Andaz Main Bola : meri bhi tou suno , main bees saal se apni bivi ke sath reh raha hon :...
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)