3 CHIPKALYAN Deewar Par Ja Rahi Thi
3 CHIPKALYAN Deewar Par Ja Rahi Thi,
Ek Ne GANA Sunaya,
Baqi Do GIR GAEEN!
Socho Q?
Aur Socho
Ans:
Q K Baqi Do Ne….
TALYAAN Bajain
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 948 views
Similar Jokes
1 Sipahi Ko Shart Lgne Ka Shok Tha Or Kbhi Hrta Nhi Tha
S.H.0 Ne Usy Bulya 0r Shart Lgne Se Mna Kia
Sipahi!Sir Akhri Shart,
Wo B Apse
Apki tang pe zakhm ka nishn Hai.
S.H.0! May Shart Lgta Hon K Nhi Hai
Sipahi! May pent utrwa K Dekhon Ga
S.H.O!Thek Hai
5000 Ki Shart Lg Gai
Sipahi Ne pent utrwy
5000/- SHO Ko Dia Or Kha Sir May Haar Gya SHO Bra Khush Tha K May Shart Jeet Gia
Darwza Khula Sare Staf Ne Andr Jahnka
0r Rony Lgy
S.H.0 Pent Pehn Kr Bhir Aya 0r Pocha Kya Hua?
Staf
ye Hm Se 25,000 Ki Shart Lga K Aya Tha K S.H.0 Ki pent utrwaon Ga.
by Mazhar Khan (few years ago!)
BOY :I Love U
Girl:Bhonk mat
BOY:I Will Die 4U
Girl:Bhonk mat
BOY:I Can't Live without U
Girl:Bhonk mat
BOY:I Will Send U EsyLod
Girl:Realy?
BOY:Bhonk mat;)
by Pak101.com (few years ago!)
Train mein 2 aadmi safar kar rahe the...
1st : Kahan se aa rahe ho?
2nd : Chandigarh se
1st : Wahan se toh mai b aa raha hu. Chandigarh me kahan
se aa rahe ho?
2nd : Sector 41 se
1st : Wahan se toh Mai b aa raha hu ye btao Sector 41 mein
kahan se aa rahe ho?
2nd : Sector 41-A se
1st : Wahan se to Mai bi aa raha hu ye batao Sector 41-A se
kis ke ghar se aa rahe ho?
2nd : Gautam sahab ke ghar se
1st: Wahan se toh Mai bi aa raha hu acha ye batao kahan ja
rahe ho?
Aas paas k musafiron ne tang aa ke kaha aakhir tum dono ho kaun..??
Dono aadmi : Hum dono bhai hain, bas time pass kar rahe
hain :P :D
by Pak101.com (few years ago!)
Nurse-mubarak ho aap ke yaha beta hua he kya naam socha hai iska
baap-chhedte hue
ap itni khubsurat ho ap batao
nurse-Kutte ka bacha rakh do
by Pak101.com (few years ago!)
Pyar Kya hai.. ??
P: Phone Karo =Paise ki barbadi
Y: Yaad Karo= Dimag ko tension
A: Azadi Kho Do = Kahin Aur mat dekho
R: Rona Dhona Saho = Kabhi mat hanso..
Toh tension mat lo yaar,
Mat karo Pyar vyaar.. :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
TALEEM soch samaj kar chora mairy doston
Kionke
.
Khota 30.000 ka
Owr
Reedri 15,000 ke hogia hai
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek 10 saal ka bachcha bahot dhyan se ek book pad raha tha, jiska title tha: “Kids ka paalan poshan kaise karein”.
Mother: Tum yeh book kyon parr rahe ho.
Kid: Main yeh dekhna chahta hoon ki mera paalan poshan theek tarah se ho raha hai ya nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
Girl- Dadiji Aapke Time me 10-10 Bacche kyu hote
the?
Dada- Hamare time me Bijli nhi hoti thi...
Raat ko kaun aaya, kaun gaya malum hi nahi padta
tha!! :D :P :->
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa ke gao me nadi pe bridge banaya gaya.
Builder: Bahut achcha ho gya na
Santa: Haan ji
Pehle dhoop me tair k nadi paar krte the
Ab chhaoon mein tair ker paar kerain gay
by Mohammad Ali (few years ago!)
bf drinking
Whiskey with her girlfriend..
Asks her-tum kaun ho……..??
girlfriend-pgal ho gay ho kya
Apni jaanu ko bhool gye ..
.
.
.
.
boyfriend- nasha har gum ko bhula deta hai..
Bahan
gf shocked, bf rocked..
by Pak101.com (few years ago!)