1 kuta ek shekh ki roti cheen k bhaga
1 kuta ek shekh ki roti cheen k bhaga
Shekh b kute k pechy bhaga Jab shekh bhagte bhagty thak gya to ruk k bola
ay Allah is roti ka swab dada marhoom ko dena.
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 903 views
Similar Jokes
Pagal dentist se:
kya dard k baghair daant nikaal lete ho?
Dr: nahi
Pagal: Main nikal leta hn.
Dr: wo kaise?
Pagal: Hee hee hee hee hee hee hee ;) :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aao! Aaj Hum Dono Wada Karen.
K Hum Zindagi Bhar Pyar Karengy. Hum Wafa Karengy.
Hum Muhabbat Karengy.
Sirf Aur Sirf Apni.
Pyari "AMMI JAAN" Se. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Judge:Tumne Apne Malik Ko Zehar Q Diya
Mulzim:QK Unho Ne Kaha Tha K Aisa Thanda Pani Pilao
K Thanda Ho Jau Maine Zehar Daal Kar De Diya
by Pak101.com (few years ago!)
Kisi ka Accident dekne pr Expressions in
U.S.A :- Oh My God!
Arrbi :- O La La
Australia :- Got a Hit
Paris:- oh shit
London:- oh No,
Indian.. Ram ram.
PAk:- Oo vajeya e anni da.
Hor vekh apni maa nu mur mur kay
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher :Isko Hindi ME Convert Karo
hey friend look a beautiful Girlis standing there".
Student: "wo dekho Saalo Tumhari BhappiKhad Hai."
by Pak101.com (few years ago!)
Dad: Kyu Ro Rahe Ho Beta?
Chintu: Teachar Ne Mara..!
Dad: Tumne kuch Galti Ki Hogi.!!
Chintu: Nhi dady Mai Toh Aaram se So Raha Tha..!
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor ne aik pagal se poocha:
Tum chat se kyu latak rahe ho?
Pagal: Main aik bulb hoon...
Doctor: Tum jal kyu nahi rahe?
Pagal:
Bewakof...!!
Ye Pakistan Hai,
Light Gai Hui Hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek bar ek ladka samosa ke bich ke aalu ko kha raha tha aur bahar ke hisse ko phek raha tha.
Dushra dost usse poochta hai ke tum samose ke sirf aalu ko kyun kha rahe hoo?
Pehla: Doctor ne mujhe bahar ke chejo ko khane se mana kiya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Akalmand Pappu xD
Pappu: "I Love You,,
Girl: "Meri Chappal Ki Size Pata Hai Kya.??
.
.
Pappu:" OH Ho Propose KIYA NHI Ke GIFT MAGNA SHURU,,
.
.
.
Aur gift bhi kya maang rhi hai chappal :p
Bhikharin Kahin Ki Chal Bhag yaha se..:p :D
I hate u :P
by Pak101.com (few years ago!)
Ladka : jaaneman is dil me chali aao
Ladki : chapal nikali kya?
Ladka : pagli, ye koi mandir nahi hai, aise hi aa jao.
by Pak101.com (few years ago!)