1 sardar bus main betha
1 sardar bus main betha
us k samnay 1 molvi beth gia
sardar dar gia or bola "molana saab tusi dum darood walay oo yha bumb barood walay?"
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 917 views
Similar Jokes
Sabzi waala sabzi pe paani chidak raha tha,
kaafi der ho gayi,
Customer gusse mein aa ker bola:
Bhai saheb: agar bhindi ko hosh aa gaya ho
to Aik kilo de do :P ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek larki ka dil sub se ziyada kab dukhta hai?
_
_
:
:
:
jub wo kisi kam wali ko apne jaisa lawn ka print pehne howe dekhti hai
by Sabir shah (few years ago!)
1 Pathan 3 saal sy ALLAH se Ro Ro k OLAD
k liy Dua mangta raha
1 din pathan k pas frshta aya aur bola
“khan Tuh Khuda ka wasta hy pehly SHADI to kr ly…..!!”
by hearthackervsgirls (few years ago!)
HaaZa ZARDAaaRIun Anni DaTunn BaghairatUn Azaabun Fi InsanUn FasaadUn KhabeesUn, Asal-HaramdatUnn Aata-Tunn, Bijli-Sunn Petrol-Gumm, Bhum Bhum Damakatun Or to Or Hoor Sunn balancun chekun 12pais0n TAXun TunnUn KameenUn KUTTUN Da PutterUn Don’t DeletUn FrwdtUun FarzUunn…!
by Abdul Sami (few years ago!)
Dad: Agr tum Is bar fail huay to mjhay baap mat khna....
Beta: result anay k bad.....
sorry yar mushtaq tum baap khnay k laiq nai rahay........ :p
oooooooo teriiiii!!!
by Tayyab Mughal (few years ago!)
Sharabi: Doctor,Aap meri sharaab chhudva sakte ho. Kya?
Doctor: Haa kyoun nahi.
Sharabi: To police ne meri 20 bottle pakri hai plz chudva do.. (-;
by Pak101.com (few years ago!)
Aik dost doosray say yar tum apnay doston ko har khushi kay moqa par kabootron ka jora kiun detay ho.
Doosra dost: is liye keh woh doosray din meray pas wapis aajatay hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aaya Tha Imtehan Me Mazmoon Husn Par…
Parchay Me Sab Ny Chehra mera Bana Diya…
/(‘,’) uffff… )(> ye class
by Mazhar Khan (few years ago!)
PRINCIPAL : Agar koi ladka girls hostel mein gaya toh first time 100 Rs fine, 2nd time 200 Rs. Fine and 3rd time 500.
MUNNA BHAI : Boley to Monthly paas ka kya lega Mamu
by Pak101.com (few years ago!)
Man: Mein kaam per jaa raha hoon..
Sister: Allah ki amaan ho Veer..
Mother: Jeetey raho beta..
B.v: Ae kera time aey jan da?
Teray kam e nai mukday.
by Pak101.com (few years ago!)