Teacher: Agar 2 peepal ke darakhton ko
Teacher: Agar 2 peepal ke darakhton ko ek rassi se baandh diya jaye to us rassi ko kiya kahenge?
Student : Us rassi ko kahenge “NOKIA- Connecting Peepal"
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 831 views
Similar Jokes
Ek bar ek ladka ro raha tha to uske dost ne pucha kya hua.
ladka:yaar mere papa ne muje mara dost:kyo
ladka:maine to sirf yahi kha kamieny film dekhne chale papa.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek gora aadmi tha. Jab uska ladka paida hua toh woh kala tha.
Tabhi woh apni patni ke paas jata hai aur poochta hai, “Yaar main bhi gora tha tum bhi gori thi to bachcha kaise kala paida ho gaya”
Aur phir uski biwi ne jawab diya, “Darling main bhi hot tum bhi hot sayad bachcha jal gaya hoga.”
by Pak101.com (few years ago!)
ApKo Meri Konsi Aadat Zehar Lgti Hay..?
Reply Krne Ki Koi Zrort Nahi.
Pehle Apni Aadatein Thek Kr Lo tusi bry haji o..
by haleema sadia (few years ago!)
Santa ek black aur ek white shocks pehenkar school aata hai.
Madam : Ghar jao aur moje
badalkar aao.
Santa : Koi fayda nahi, waha bhi ek black aur ek white moja hi rakha hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Man: Doctor! Doctor! my wife feels she is a chicken. Doctor :- Do you want me to cure her. Man: NO! I want a new egg recipe.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Judge: why did u shoot Ur wife
instead of shooting her lover?
Man: Your honor,
it’s easier to shoot a woman once,
than shooting one man every week.
by Pak101.com (few years ago!)
5 reasons why you are my friend….
1.
2.
3.
4.
5.
No Reason Found!
I was just drunk
by Raju (few years ago!)
Dukandar ek aurat ko kapre dikha dikha k thak gaya
.
.
.
akhir bola, mujhe afsos hai apko koi kapra pasand nahi aaya
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aurat: Koi baat nahi mai to wese bhi sabzi lene aayi thi :P:P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher: Tumhare Abbu ka kya naam hai?
Pathan: Google Khan
Teacher: yeh kaisa naam hua?
Pathan: hum jahan b hota hai, wo humko dhoond hi leta hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Most innocent dhamki
A thief was leaving the house after robbery,
suddently the kid wokeup and said -
Mera school bag bhi le ja kaminey
by Pak101.com (few years ago!)