7 Peer 7 Chatayion Pe
7 Peer 7 Chatayion Pe Bethe Thay
Aik Larka Aya
Or Sabse Aged Peer Ko Bola
Baba! Larki Nahi Set Hoti
Peer Ne Sabse Chote Peer Ko Kaha Chotu 1 Or Chatai Bicha Dey
by Pak101.com (few years ago!) / 956 views
Similar Jokes
Santa:main aur meri girlfriend shaadi kar rahe
hain.
BANTA: wow kab?
SANTA: meri 7 dec ko aur uski 13 jan ko.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Gujarati Babu aur Hindi Babu Jurassic Park movie
dekhne jate hain.
Dinosaurs screen ke paas aa raha tha. Gujarati
Babu darke seat ke neech chhup gayi.
Hindi Babu: Kyon Gujarati Babu, kya baat hai? Dar
kyon lag rahi hai. Cinema hi to hai.
Gujarati Babu: Mein Insan hoon aur akkal hai, pata
hai ki cinema hai. Lekin voh to janwar hai, usko kya
pata?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa- “Meri patni mera itna khyaal rakhti hai ki kal mehmaano ke vidaa hone ke baad jab maine usse kaha ki garam paani ka jaldi praband kare to usi wakt paani garam kar diya|”
Banta- “Waah! Lekin us samay bechaari ko paani
garam karne ka kasht kyu diya?”
Santa- “Kyuki mai thande paani se bartan
nahi dho sakta tha|”
by Pak101.com (few years ago!)
Aap main aur PEPSI main 3 chezain ek jesi hain.
1_Sab ko pasand hai
2_Dono sweet hai
Or
3_Dono mai dimaag ki jaga dhakan laga hai..:-
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Doctor to Sheikh: apko keley ka chilka nazar nahi aya jo ap phisal gai?
Sheikh: main to paon rakh k dekh raha tha k chilkey mein kela to ni hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Khan Sahb Ki Flight Ma Tabyat Kharab Ho Gai To Air Hostess Asked:
R U Suffering From Fever?
Khan Sahb: No, From Karachi &
Going 2 Peshawar
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Panjabi Bus Me Ek Molvi Ko Dekh K Dartey Dartey Pochta He,
Molvi Sahab Tussi
.
.
“Dam Darood Waley Ho Ya Bam Barood Waley”
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: oye banta machli khayega?
Banta: nhi yaar usme kaante hote hain.
Santa: oye chadd yaar, chappal pahen ke kha lena.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Agar manzil ko pana ho to himmat sath rakhna,
pyar pana hoto aitbaar sath rakhna,
aur agar sada muskurana ho to,
Brush aur Paste sath rakhna.
by Abdul Sami (few years ago!)
SARDAR:BANO KIA TUM AAJ RAAT KO MERE GHAR AA SAKTI BANO:KYON
SARDAR:AAJ MERE GHAR RAAT KO KOI BHI NAHI HOGA
BANO:THEEK HAI MEIN AAON GI JAB BANO JAATI HAI TO SACH MEIN KOI NAHI HOTA
by Pak101.com (few years ago!)