bathroom main shower
Phatan: Sir ap k bathroom me shower se nahaney ka bohat maza aya
Major Rohail: Shower..?
Phatan: Sir ap ko shower thora uppar kr k lgwana chaheye.
Major Rohail: Oy Khan wo shower nhi "Muslim Shower" hy.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 859 views
Similar Jokes
Husband: Hypnotise karna kia hota he!?
Wife: Kisi ko Apne Control me kar k Apni Marzi k kaam Karwaana.
Husband: Chal jhooTi,Usay to Shaadi kehtay hain.:-)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
1 Admi Ki Maut K Bad Uska Dost Uski BV K Pas Aya
Or Bola Kya Me Uski Jagah Le Skta Hu? BV:Muje
Koi Aitraz Nhi QABRASTAN Walo Se Puch Lo ;
by Tanveer Hussain (few years ago!)
PatHaN AskEd a DR: Doodh Peene Se RaNg Gora hOta Hai KyA?
Dr: haaN Doodh Me CaLciuM hota hai is liyE
PatHan: acha to PhiR bhaNs ka BaccHa kyUn KaLa hOta hAi?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Master Ji: Kal Meine Tujhe Gadhe Par Nibandh Likhne Ko Bola Tha,
Chal Dikha Kya Likha ?
Student: Master Ji, Jaise He Nibandh Likhne Ke Liye Pencil Lagai, Gadha He Bhag Gaya..
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher Class Mein Bachho Ko Pada Rahi Thhi
Teacher: “Delhi Mein Kutubminaar Hai”
Pappu Piche Wale Bench Pe So Raha Thha, Teacher Ne Ye Dekha Aur Usko Jag Ake Boli
Teacher: “What Did I Say?”
Pappu Hadbadate Hue: “Delhi Mey Kutta Bimar Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Makan Malik : Rs 700 kiraya hoga.
Kirayedar : Thik hai. Lekin aapke makan me chuhey
nach rahe hai.
Malik : To saale 700 me kya Sheela nachegi?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Faqeer Aurat se: Allah ke naam mein 1 rupiya de do
Aurat: Sharam nhi aati road mein bheek mangtey hoo
Faqeer: Sali teray 1 rupiyay ke liye pura office kholo
by Pak101.com (few years ago!)
Ek purani adakara ek qasbey mein gyee to log us key gird jama ho gyey. Woh khushi key aalam mein boli, “Aaj 35 saal ki umer mein bhee utni hi maqbool hoon jitni 15 saal ki umer mein thee”
Abhee woh khamosh hui hi thee key ek nojawan bol para, “Kia waqai aap ki umer 35 saal hey?”
“Beshak!” adakara ney jawab diya
“Aap ko apni woh film to yaad hi ho gi jis mein aap ney ek bewa ka role kiya tha, or woh bacha bhee yaad ho ga jis ko us film mein loriyaan suna suna ker sulaya kerti theen”, nojawan ney poocha.
“Haan haan, bilkul yaad hey, aisey lagta hey jaisey kal ki baat ho” adakara boli.
“Mein wohi bacha hoon, or meri umer 35 saal hey”, nojawan ney sanjeedgi sey jawab diya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Maa Bate se Kahan gaye the? beta maa date pe gaye tha. Maa kisliye? Beta haan maa bohut kiss liye. ...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Karachi k Halaat To Ab Aise Ho
Gae Hen.
“DOST”
50 Rupe ki Goli
10 Rupe ki Bori
05 Rupe ki Dori
65 Rupe ma Banda
Pack
Yani
Pepsi
or
Banda
1 Hi Qeemt Me-”
by Abdul Hannan (few years ago!)