Khane Ki Koi Chez
Wife Shoping Kr K Ai
Aur Husband Ne Darwaza Khola
Wife:
Ye Dabba Utha Lo
...
Husband:
Is Mein Zarur Mere Khane Ki
Koi Chez Hogi
Wife:
Han Mere Sendal Hain
by Adnan Khalid (few years ago!) / 900 views
Similar Jokes
Father to Son: Sath walon ki larki ko dekh lo,
wo exam mai "First" ayi hai, owr tum..
.
Son: Usi ko tu dekhta tha,
tabhi tu "Supply" ayi hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Duniya mey Sirf Tum hi Aik Khoobsorat nahi ho., . ( Dost)
Suna ha K "SRI-LANKA" mey koi "Murli Dharan" B rehta hai''
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: Begum tumhari gerdan pr ajeeb si cheez hai. . .
Jisay daikh kr khouf aata hai . . .
Begum(dar k): Wo kya?..
Husband: Tumhara Munh
by Pak101.com (few years ago!)
Police:
Tumhe Kal Subah 5 Baje
Phansi Di Jayegi
Sardar: HA HA HA!
Police: Kyo Hass Rahe Ho?
Sardar: Mein To Subah 8 Baje Utthta Hoon
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Makan Malik : Rs 700 kiraya hoga.
Kirayedar : Thik hai. Lekin aapke makan me chuhey
nach rahe hai.
Malik : To saale 700 me kya Sheela nachegi?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan Cinema mai Film dekh raha tha.
.
Film mai 1 Shair dowarty howe araha tha.
.
Pathan ne dekha tu dar gia, owr apni chadir kandhy pa dal kar bhaagny laga
Logo ne kaha: Khan Sahib mat daro, yai tu film hai
.
Pathan: Wo tu mujh ko bhi pata hai ke yai film hai, lekin wo tu janwar hai, usko kia pata
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Aahat si koi aaye to, lagta hai ki tum ho
Saaya sa koi mand raye to, lagta hai ki tum ho
Ab batao tum kya kisi bhoot se kam ho?
by Abdul Hannan (few years ago!)
7 Cheezein Jab Khatam Ho Jati Hai, To Bahot Takleef Hoti Hai.
1 “Pyaar”
2 “Rishta”
3 “School Life”
4 “Dosti”
5 “Paise”
6 “Sms Pack”
Akhiri
7 “Toilet Mein Paani“
by Pak101.com (few years ago!)
Girl.. Aj tum jo bolo gay main manu gi.
Boy.. Har bat manu gi??????
Girl.. Han har bat, kuch b ho, k0i b ho...
Boy.. Soch lo???
... Girl.. Soch liya hai.
Har bat manugi.
.
.
.
.
.
Boy.. Phir aj k bad panch waqt ki Namaz parhna.
Har Boyfriend kamina nai hota..
( ',' )
_/) (>
| \_ Geo Haji Sb
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: Today is Sunday & I have to enjoy it. So i bought 3 movie tickets.
Wife: why three?
Husband: 1 for you and two for your parents.
by Pak101.com (few years ago!)