Is Suit ki Kya Price hai
Girl: Is Suit ki Kya Price hai?
Dukandaar: 1500
Girl: “Uff”
Or wo Pink waly ki Price kya hai?
Dukandar: “uff”+”uff” :
by Pak101.com (few years ago!) / 1136 views
Similar Jokes
Civil servant: I am unable to sleep.
Doctor: Can`t you sleep at night?
Civil Servant: I sleep very well at night. I find it
difficult to sleep at noon.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Shiri Rehman Farmati hay
Zardari hazir hay jooty ki saza panay ko
wah wah
Zardari hazir hay jooty ki saza panay ko
liken koi jutey say na mare mere dewane ko
by ubaid ur rehman (few years ago!)
Santa Ne Ek Makkhi Pakdi Or Uske Pankh Todkar
Bola.
Santa: “Udd Jaa Furrrrrrrr!”
Makkhi Nahi Udi…
Fir Bola.
Santa: “Ja Udd Ja Aur Baag Ja”
Makkhi Fir Nahi Udi…
Santa Sochte Hue: “Hmmm, Isse Prove Hua Ki,
Agar Makhi Ke Pankh Tod Do To Wo Behri Ho Jati
Hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
BUSH baraa chalak hai....... 9 bachoon ka bap hai.. BUSH. bara nirala hai .10wa bhi aanay wala hai........waise aapus ki baat hai.........is sab main USAMA ka haath hai
by Abdul Sami (few years ago!)
Munnabhai: Ye Gandhi Bapu har note par haste kyu rehte hai?
Circuit: Simple hai bhai
Royenge to note geela nahi ho jayega!!
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: Tujhko Kya Bhejon?
Barish Ki Pehli Boond?
Aasman Ka Sab se Roshan Tara?
Shakh Pe Khila Surkh Gulab?
Muthi Main Qaid Ik Jugnu?
Honton Pe Saji Ek Khuahish?
Ya Aankhon Ka Ik Khuaab?
Girl: Mujhe Bas 5 Kilo Cheeni Bhejdo. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Ek admi kay pass two parrots hotay hain.ek parrot ahr waqt sajday main rahta hai aur dosera parrot tasbi patrta rahta hai.iss admi kay hamsay kay pass ek female parrot hoti hai JO BOHAT HI SHARARTI HOTI HAI.har waqt kisi ko tang karti rahti hai.Female parrot wala admi apnay hamsay say kahta hai kah aap mera parrot apnay parrots kay pass rakh lain taikah woh bhi aap kay parrots ki tarah sharif ho ay .Woh kahta hai kah theak hai.lehaza male parrots wala admi female parrot ko apnay ghar lay ata hai .woh female parrot ko male parrot kay cage main rakh deta hai.jaisay hi male parrots female parrot ko dekhta hai jo tasbih parta rahta hai woh apni tasbi door phank kar sajday paray huay parrot say kahta hai uth yaar apni dua qabool hoo gai hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pati:Ab Jhagda Band Bhi Karo
Mai Shanti Ke Sath Rehna Chahta Hu
Patni: Ha, Jaao
Mai Bhi Shyam Ke Sath Rehna Chahti hu..
by Pak101.com (few years ago!)
Joota chupai ki rasam k waqat Dolhay ki ek saali ne kaha main 1100 longi.
2nd Saali boli main to 2100 longi.
Pathan bola 2310 le lo us main FM bhi hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Ladka Aur Uski Girl Friend Garden Mein Hath Mein Hath Dale Baithe The.
Girl Friend: “Jaanu, Koi Aisi Baat Karo Ki Dil Ki Dhadkan Tej Ho Jaaye”
Boy Friend: “Abe Bhag Aaj To Tu Gayi, Tera Baap Aa Raha Hai“
by Pak101.com (few years ago!)