PAPPU Daddy have you ever
PAPPU : Daddy, have you ever been to Egypt?
FATHER : No. Why do you ask that?
PAPPU: Well, where did you get my mummy then?
by Pak101.com (few years ago!) / 967 views
Similar Jokes
Santa Pandu Ji Se Puchta Hai: Yaar Tere Ghar Latrine Bani Hai?
Pandu: Haan, Kyu?
Santa: Aisi He, Mere Ghar To Kadi Chawal Bana Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
All Scientists Fail To Answer This But Santa Rocks.
Question: “Which Liquid Thing Turns Solid On Heating?”
Ans: “Besan Ke Pakode“
by Pak101.com (few years ago!)
1 Larki ne apne new bf ko phone kiya..
Larki: kya kar rahe ho ?
Larka: Shave bana raha hu.
... Larki: ok, main baad me call karti hu.
Larki ne 30 minut baad Call ki
Larki: kya kar rahe ho ji ?
Larka: yaar shave bana raha hu.
Larki: ok, I'll call u later.
Larki ne 1 h0ur baad Call ki
Larki: janu ab kaha ho ?
Larka: yaar abhi to main shave bana raha hu.
Larki chair k boli: din mein kitni baar shave karte ho :-??
Larka: lagbhag 50 bar.
Larki: are pagal ho kya?
.
.
.
.
.
.
.
Larka: nahi barber h0un ..
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan baalti mai pani le ke ja raha tha, ke barish shuro ho gayi
Owr barish ka pani baalti mai chala gia
.
Pathan: Oho ! Sara pani geela hogia
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Pagal dentist se:
kya dard k baghair daant nikaal lete ho?
Dr: nahi
Pagal: Main nikal leta hn.
Dr: wo kaise?
Pagal: Hee hee hee hee hee hee hee ;) :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Baar Ek Pathan Amrood Bech Raha Tha.
Ek Aadmi Aaya Aur Bola: “Agar Amrud Mein Se Keeda Nikla To?”
Pathan: “To Saaf Baat Hai, Hum Keede Ke Alag Se Paise Lega“
by Pak101.com (few years ago!)
BOSS:15 din ki chuti q chahiye?
pathan:cousin ki shadi he.
boss:cousin ki shadi me15 din chuti q?
pathan:cousin ki shadi mujse ho rahi he
by itrat batool (few years ago!)
Boy: Shiekh sb Ap Apni Beti Ki Shadi Mjh Sy Kr Do Main Apko Uske Wazn k Brabr Sona Dunga
Sheikh: Mjhy Wqt Do
Boy: Sochny k Liye
Shekh: Nhi Beti Ka Wzn Brhane k Lye?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Tum chand se khoobsoorat ho sitaron se poch lo,
Tum phoolon se khobsoorat ho baharon se poch lo,
Tum Aishwariya se bhi KhoobSoorat ho,
Pathanon se poch lo.{P)}
by Abdul Hannan (few years ago!)
Girl- Ladka kaisa he..?
Brother-Ladka achha he,Engineering kiya he,
Dikhne me FILM ka HERO Lagta he..!
Girl : kaun si FILM ka HERO ?
by Pak101.com (few years ago!)