Hazraat ...aik zaroori ellan suniye
Hazraat ...aik zaroori ellan suniye ...
aik orat jiski omer 62 saal hai ...har baar ki tarah is baar bhi ghar say bhaag gaye hai ...
maa ka naam WAPDA hai ...aur baap ka KESC batati hai ...
uska naam ghalti say bijli rakh dia gaya hai ...
jisse bhi mile Khuda kay liyaa ..
oske susraal bhijwa dain ...
faqt uski saas
AWAAM
by Pak101.com (few years ago!) / 941 views
Similar Jokes
Har insaan ko shaadi zaroor kar leni chahiye...
.
.
.
Akhir khushi hi to zindagi mein sab kuch nahin hoti
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa: Office Chal rahe ho kya?
Banta: tu chal main naha dho kar aaya
Santa: Kamaal hai, tu ab dhone jayega, main to potty karnay jata hun tabhi dho leta hun
by Pak101.com (few years ago!)
KFC New Prices
Piza @Rs.200
Chicken @Rs.150
Burger @Rs.100
Pepsi @Rs.50
Lakin ap phir b kuch kha nhi sakte Q K
ap k pas tou sms k liye b paisy nhi hote.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Gillani Ne Zardari Ko Msg Kiya:
Please Aik Mazahiya SMS Bhejo.
Zardari:
Sorry Mein Abhi Namaz Parh Raha Hoon.
Gillani:
Ha Ha Ha Ha Ha,
2, 3 Aur Bhejo…!!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Double heart attack msg by a boy to a girl:
1st msg: Lets break up now , Sub khatam.
.
.
... .
2nd msg:Sorry , sorry , sorry ! That was not for U !!!!!!!!! :-p :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Wife:Samne wale ghar me Miya Biwi k bich kuch fight chal rhi he. Aap 1bar jaiye na
Husbnd:Me 1 do bar gya tha.Shayad ye usi ka natija hai! :D
by Pak101.com (few years ago!)
Ameer Larkay ny apni grlfrnd sy gift manga,
Larki ny apni totti hoi joti ka talwa day diya,
Larka wo talwa lay kr sunar k pas gaya or kaha:'Ye chandi k box me saja do'Sunar nay 2 din ka time diya.
2 din baad jab larka leny aya to sunar nay pocha:'ye kis buzurg ki jouti ka talwa hai?'
Larka:'ye buzurg ka nahi meri girlfriend ki jouti ka talwa hay'
Sunar:'begairt pehly Q nahi bataya hum sab ghar walon nay is ko 3,3 dafa dho k piya ha
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Shadi main Khana khany k 2 usool.
Rule 1:
Pehli baar is tarha khao k dosri baar nahi milega.
Rule 2:
Doosri baar is tarha khao k pehli bar mila he nahi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Pathan Ko Road pe say 100 Rupay Ka note mila
Jis par likha tha,,
.
.
. "Eid Mubarak"
PatHan Ne Note Pocket mein dala or Bola
"khair Mubarak" ;p : )
by Abdul Basit (few years ago!)
Teacher: jisko kaan sunaayi nahi deta hai, aap use kya bulaate hai?
Santa: kuch bhi bulaa sakte hai. kyunki use sunaayi nahi detaa hai na.
by Pak101.com (few years ago!)