Aik Pathan Malaria se Kaanp raha tha
Aik Pathan Malaria se Kaanp raha tha:
Doctor: Aaya or Pucha kia huwa hai?
Uske bete ne kaha: Bemaari ka to pata nahi!
Par Abba subha se "Vibration" pe lage huye hain.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 716 views
Similar Jokes
Indian Kiraedaar Ne Makaan malik Se Kaha, Bhai Sahab Aapne Mujhe Makan Kirae Per Diya Usme Chuhe Kood Rahe Hain, makaan Malik Ne Kaha Itne Kam Kirae Main Kya Aap Ghodo Ki Race Dekenge.
by Pak101.com (few years ago!)
The Bride After Her Engagement
Goes To Her Mom And Says:
I Have Finally Found A Man Just Like Papa
Mom:
So, What Do You Want From Me?
Daughter:
Sympathy
by Abdul Sami (few years ago!)
Ek Haathi ke bache ne chonti se poocha: Tumhari age kitni hai?
Chonti: 40 years
Baby Elephant (hairat se): 40 saal aur itni choti ?
Chonti: Haan mai Lux istimaal karti hun es liye meri umar nazar nahi aati. Aur tumhari umar kiya hai?
Haathi ka bacha (fakhr se): 10years.
Chonti: 10 years! Aur itne bare?
Haathi ka bacha: Haan, mai Nido jo peeta hun
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar: Doctor help me, mein jab baat karta huun to muje sirf awaaz sunaideti hai, aadmi nahi dikhta.
Dr: Aaisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt.
by Pak101.com (few years ago!)
Pagal chinese se: tum american ho?
Chinese: nhi main chinese hu!
Pagal: nhi tum american ho.
chinese gusse me: haan main american hu Pagal: lagte to chinese ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Movie Dekhne Ke Baad Pappu Ka Dost Pappu Se
Puchta Hai.
Dost: “Titanic Dekh Kar Kya Sikha?”
Pappu: “Sikha Vikha Kuch Nahi,
Abhi Tak Soch Raha Hoon Ki Aise Mast Moke Par Bhi
Koi Painting Kaise Kar Sakta Hai“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aaj K Dour Mein Sirf Wohi Insan Sar Utha K Chal Sakta Hai
.
.
.
.
Jis k pass MOBILE Na Ho.:-D
by Pak101.com (few years ago!)
aik foji train main ja raha tha aur aik police wala samnay baitha tha
police walay nay poocha kay chuti pay ja rahay ho to foji nay kaha haan meri bivi ko bacha hua hai
police walay nay kaha kay kitnay arsay bahad ja rahay ho
foji bola 2 saal bahab
police wala phir to bacha haram ka hua
foji haan main bhee to usko police main bharti kara doon ga
by Abdul Sami (few years ago!)
Teacher:mother day par maan kaisi hasti hai
Pathan:hahahahahahahahahaha aise hasti hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Son: Dad apko pata chaly ke mai 1st division pass howa hon tu apko kesa lagy ga?
Dad: Tu mai khushi se pagal hojawonga
Son: Bus esi dar se mai FAIL hogia
by hearthackervsgirls (few years ago!)