Santa : Cheel ko English main Kya Kehte Hain.
Santa : Cheel ko English main Kya Kehte Hain.
Banta : Eagle
Santa : Agar cheel bimar ho jaye to? Banta : Illeagal...
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 944 views
Similar Jokes
Teacher Pathan Se: Batao Allama Iqbal Kaha Paida Huye Aur Unhon ne Kahan Taleem Hasil Ki?
.
.
PATHAN: Wo Hospital Main Paida Huye Aur School Main Taleem Hasil Ki.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Pati: aaj sunday hai aur aish karna. movie ke liye 3 ticket laayaa hoon.
Patni: teen kyu?
Pati: tumhe aur tumhaare maata pitaa ke liye.
by Pak101.com (few years ago!)
Kisi behri jahaz main kain log safar kar rehy the achanak aik chota sa bacha samandar main ja gira, jahaz main halchal mach gai, thori der bad aik nojawan bachy ko good main liye samandar se nikal aya. logo ne is ki bahadari ki tareef ki.& & &
Nojawan bola:”who sab to thek hay magar ye batao, ke muje Dhaka kis ne diya tha.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Banta:-santa tere ghar se mujhe hamesha hansne ki aawaz aati rahti hai.
Santa:-are yaar, meri biwi jab mujhe joote se marti hai, agar mujhe lag jaata hai to who hansti hai aur agar nahin lagta to main hansta hoon.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Boy : Jan-e-man!
Totay howay dil se pyaar karogi
ya dil tootnay tak pyaar karogi?
Girl : Kameenay!
Tuti hoi chappal say pitay ga
ya chappal tootnay tak pitega.
by Mohammad Ali (few years ago!)
bivi pay hakoomat KaRNa koi mardangi naheen hai
mardangi to yeh hai kay bivi ko mar kay us pay hakooma ki jay
professor khapay ki katab
" haan main kutta hoon" say iktibas
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa Ki Ek Accedient Karne Ki Wajah Se Court Mein Pesh Kiya Jata Hai.
Judge Logo Ki Tarhaf Dekh Kar Bolta Hai.
Judge: “Order, Order”
Santa: “1 Pizza, 2 Dosa, 3 Idli & 1 Cold-Drink”
Judge: “Shut Up!”
Santa: “No No, ….. 7-Up“
by Pak101.com (few years ago!)
Husband: (calls up Hotel Manager from Room) Please Come Fast, I am Having an Argument with My Wife & She Says She will Jump from ur Hotel Window.
Manager: Sir, I am Sorry, But this is Your Personal Matter.
Husband: You Bastard! The Window’s not Opening. This is a Maintenance Issue!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:
Larkiyan Bhi Ajeeb Hoti Hain
Baat Karo To Thappar Marti Hain
Pathan:
Yeh Tumne Bilkul Sahi Baat Kiya
Larka Hi Acha Hota Hai
by Mohammad Ali (few years ago!)
Teacher (Minister Ke Bete Se): “Batao, Sukhe Aur Baad Mein Kya Fark Hai?”
Minister Ka Beta: “Zameen-Aasmaan Ka”
Teacher: “b”
Minister Ka Beta: “Sukhe Mein Mere Papa Jeep Se Daura Karte Hai Aur Baad Mein Helicopter Se“
by Pak101.com (few years ago!)