Pathaan's wish
Pathaan's wish: when i die,
I wana die like
my grandpa who died peacefuly in
his sleep not screamin like
all d passengers
in d bus he
was driving
by Mohammad Ali (few years ago!) / 883 views
Similar Jokes
Phone Baja,Husband: Fone Mery Liye Ho Tu Kehna,Main Ghar Pe Nhi Hon
Wife: Wo Ghar Pe Hain
Husband: Main ne mna kia Tha
Wife: Phone Aap ka Nhi Mera Tha;¤)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
FAQIR: Kuch khana De do
MAF KARO BABA
FAQIR:Kuch To Do
Acha Baba Jo Ye SmS Padh Rha H Usko LeJao
FAQIR:Bheek Manga Tha Bhikari Nhi
by Pak101.com (few years ago!)
Beta bapp sey papa mai shaadi karna chahta hoon
bapp muskara kar beta kis sey karna chahte hoooo
beta Dadi sey
baap sharam nahi ati meri maa sey shaadi katna chahte ho
beta ap ko sharam nahi ayi ap ney meri ma sey kyu shadi ki
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Semi Final:
PAKISTAN VS NEWZELAND
Newzeland: 330/10
Pakistan: 335/7 49.3 Overs
Congrats
Pakistan has won the match by three wiskets
.
.
.
Peshawar mai aik din pehle match nazar aa gaya....
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Teacher: Baccho vartmaan, bhoot aur bhavishya kaal ke kuch udhaaharan batao ?
Chaman: Madam, kal maine aapki beti ko dekha, aaj main usse pyar kar rahaa hoo aur kal usse shaadi karungaa.
by Pak101.com (few years ago!)
Mariz-Dr. sahab Mujhe bimari h,Mai baat ko kehne
K bad bhool jata hu
Or 1dum gali de deta hu
Doc.=Ye bimari kb se h
M=kon c bimari Kamrne, kutte
by Pak101.com (few years ago!)
Bandriya ne apni mom se puchha meri saadi kab hogi.
to mom ne kaha k Abhi ek bandar sms padh raha hai. Agar wo muskraya to apni saadi pakki samajh.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
'Student to teacher miss, what is NANGA PERBET
Teacher that mountain which is w....'
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pati Ke Kafi Jyada Beemar Hone Ki Wajah Se Biwi Usko Shahar Ke Top Doctor Ke Pass Le Kar Gayi
Doctor Ne Checkup Karne Ke Baad Patni Ko Kuch Goliya Di Aur Bola
Doctor: “Aapke Pati Ko Aaram Ki Jaroorat Hai, Ye Lijiye Nind Ki Goliya”
Aurat: “Ye Main Unhe Kab Kab Doon?”
Doctor: “Ye Unko Nahi Aapko Leni Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Husband 2 wife;me wo nai k shadi howi aur badal gaya .
Shadi se pehle bi mujhe shadi ka showk tha aur ab bi mujhe shadi ka showk hai.
by Sabir shah (few years ago!)