Credit card
Reporter:
Ap ne Credit Card chori wale case se kya sabak
hasil kya?
.
.
.
.
Shumila Rana:
Shoping waha ke jae jaha Security Camera na lga
ho
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 904 views
Similar Jokes
Zindagi main PAISA PYAR DOST Sab atay hain jatay hain
PAR Totay howay DANT wapis nahi atay... Samjdar ho... umeed hai SmS bhejty raho ge.!
Wrna...
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pathan English sekny obama k pas gia 3month bad waps aya to pthn ko obama ka phone aya
Pathan: hi obama hw r u?
Obama: yaara tum english ch0ro nswaar bhej0!…
by Mohammad Ali (few years ago!)
2 Sharmaji chess Khel rahe The
1st sharmaji - Bahut ho gaya ,ab khel band karte hai
2nd -thik ha , wais bhi tera ghora aur mera hati hi bacha ha.
by Pak101.com (few years ago!)
Pessenger:
Tumne Mere Jaib Me Hath Kyn Dala?
Pathan:
Muje Machis Chahiye Thi
Pessenger:
Tum Mujhse Mang Sakte The
Pathan:
Hum Ajnabi Se Baat
Nahi Karta
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Larkay ne kaha tm 100 din k andar mujhe sy muhabt ka iqrar kro gi.
Aur larka din rat, barish me dhop me us k ghar k samnay khara raha.
99th din larki
ko waqaee larky ki muhabat ka ahsas ho gaya us ne socha subah pyar ka iqrar krun gi laikin jb woh larkay ko milnay gaee to larka usay wahan na mila aur aik kaghaz mila jis par likha tha
.
"Tere chakar me teri behan set ho gai hai"
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan Sharab peetay huay ro raha tha,
Kisi ne pocha khan sab ro Q rahe ho??
Pathan: Jis Larki ka naam bholana chah raha hn us ka naam yaad nahi aaraha hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar:
Tum Shadi Shuda Ho?
Pathan:
Han, Humara Aurat Say Shadi Hua Ha
Sardar:
Bewakuf, To Kia Mard Se B Shadi Hoti Ha
Pathan:
Han Humara Bahen Ka Hua Ha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 sardaron ko 2 bomb mile,
1st Sardar: chal police ko de k aate hain.
2 sardar: agar koi bomb raaste me phat gaya to?
1st sardar: jhoot bol denge ki 1 hi mila tha
by Mohammad Ali (few years ago!)
Uski aankhe toh sagar se bhi gaheri hai,
Uski aankhe toh sagar se bhi gaheri hai,
Main ijhar mohabat kar ke thak gaya,
Tab pat chala sali yeh toh behri hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana. Kal
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Pak101.com (few years ago!)