kal mera sher se saamna ho gaya
Santa: kal mera sher se saamna ho gaya Banta: Phir kay hua
Santa: maine TV band kar di
Banta: Kyon vo to TV Main tha na
Santa: Ye to main samajhata hun, us jaanvar ko kya pata TV h isase bahar nahi nikalte
by Pak101.com (few years ago!) / 1498 views
Similar Jokes
Argentina ka Messi, Brazil ka Kaka...
Wah waaa wah waaa!!
Argentina ka Messi, Brazil ka Kaka...
Dono team baahar...
Ab karo WAKA WAKA!!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: aapse milne doctorji aaye hai
Husband: mujhe bukhaar hai. unhe kal aane ke liye bolo
by Pak101.com (few years ago!)
Jyotish ladke ke haath dekhkar bola
“Beta tum bahut padhoge”
Ladka : Saale padh to mein 3 saal se raha hu, ye bata paas kab hounga???
by Pak101.com (few years ago!)
GF-Chand kahan hai? BF-Chand do hai, 1 tum aur 1 upar. After Marriage:Biwi- Chand kaha hai? Pati-Andhi hai? wo upar kya tera Baap CFL jala k baitha hai.:-|
by Pak101.com (few years ago!)
Veeru proposing a girl: Darling kya tum mujse shadi karogi? Girl: Tameez se baat karo. Veeru : Behan ji, kya aap mujhse shaadi karoge? JOLLY UNCLE ...
by Mazhar Khan (few years ago!)
A Child had Never Seen His Hips before.
1 Day His Teacher Hit Him Hard On His Hips.
He Came To Home & Saw In Mirror & Said Kamini ne 2 tukray hi kar die!
by Pak101.com (few years ago!)
Docter:tm bus 2 din ki mehman hu.
Girl:koi bachny ka rasta?
Dr:jo ye parh raha hai us ko kiss karo.
Girl:aaakh thooo mar jane do mujhe
by Sabir shah (few years ago!)
Sardar: Aaj mere parosiyon ka bacha gum ho gya..
Firend: Phir tum na kya kiya?
Sardar: Maine un se kaha ‘google’ pr search kar lo…:)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Fool Apney Bhai Se:
Tum Hamari Shadi Par Kya Khaas Kam Kry Ga?
Bhai: Hawai Firing To Sab Kartay Hain,
Hum Khud Kush Dhamaka Kary Ga...
by Pak101.com (few years ago!)
Aik kanjus shaks ki murghi chori hoi is ne faisla kia kay das din tak roti nahi khaye ga takeh mughi ka noksan poora ho jaye do din khana khanay se wo bohat dubla ho giya. Aik din wo shahar jaraha tha rastey mein is sa ziada dubla aadmi mila kanjus is se kahne laga bhayi meri to murghi chori hogayi hai magar yun lagta hai jaisay tumhari bakri khogayi hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)