1 Bacha Ghar se
1 Bacha Ghar se
Maar kha kr Ghusy me sko0l
ja raha tha
Rasty mn kisi ne
Pocha
Beta
Studnt ho ?
Parhty ho ?
Bacha:
Nae MaRaSsi hun
uniform pehan kar mujra krne
jata hun
by Pak101.com (few years ago!) / 1003 views
Similar Jokes
Aik burhya tangay kay nichay aagayi to sipahi nay tangay walay ko pakr kar poocha. Tum nay burhya ko takkar kiun mari hai?
Tangay wala khamosh khara raha.
Burhya kehnay lagi:
ab kiun nahi boltay? Pehlay to bara shor macha raha rahay the keh bach mayi bach mayi ….. ab bol.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
lecature k darmayan aik larka uath kar cahla gaya
teacher; yea keo uth kar cahla gaya? larke ka dost; sir is ko nend me cahlny ki adat ha
by Pak101.com (few years ago!)
Interviewer : When Is Your Birthday
Sardar : 13th Oct
Interviewer : Which Year ?
Sardar : Oye Ullu Ke Patte
Every Year
by Pak101.com (few years ago!)
BOY: Tum Shadi K Bad Apne Liye Alag Ghar To Nahi Mangogi?GIRL:Nahi me aisi Ladki nahi hu.Tum Apni ma Ko Alag Ghar Dila Dena!
RISHTA WAHI, SOCH NAYEE
STAR PLUS
by Pak101.com (few years ago!)
Santa- Ladki ko chidate hue, or sohneo ki Haal chal hai twade?
Ladki-(Gusse me) jo teri bhen ka hai, Santa-(hass ke) wo to maa banne wali hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Larkay waly:
bus g juldi se shadi kr daen.
Larki walay:
Nai abi larki parh ri hy
Larkay walay:
To hamara larka kon sa kaka hy jo kitabein phaar dy ga:-).
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Arz kiya hai:
Bahaar aane se pehle fiza aa gayi,
ki bahaar aane se pehle fize aa gayi,
Aur phool khilne se pehle.....
.... bakri kha gayi
by Pak101.com (few years ago!)
Govt. School k Bachhe Kisi ko Ghaseet k School le ja rhe the
Ye dekh 1Aadmi bola:Jane do Beta,Ye Khud School aa jyga.
Bachhe:Ye Bachha Nai Master Hai ;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Banta Apne Dost Santa Ke Ghar Aya Hua Tha, Kuch
Der Baad Apas Mein Baatein Marne Ke Bad Bola.
Banta: “Yaar Main To Ghar Chala, Aaj TV Pe 40
Feet Ka Saamp Dikhane Wale Hai, Maja Aa Jayega
Dekh Ke”
Santa Udas Hote Hue: “Haan Yaar Maja To Aayega,
Par Main Nahi Dekh Paunga”
Banta: “Kyu?”
Santa: “Kya Karu Mera TV To Sirf 21 Inch Ka Hi
Hai Na“
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan Larki Se: I Love You.
Larki: Tameez Se Baat Karo.
Pathan: "Assalam-o-Alaikum"
I Love You Baaji.
by Abdul Hannan (few years ago!)