Lage Raho Salo Mebi Clinic
Band Clinic Ke Aage Lambi Line
1 Sardar Bar-Bar Line Me Ghusta
Log Usko Pakad Ke Piche Phek Dete
Srdr:Lage Raho Salo Mebi Clinic Nahi Kholuga
by Pak101.com (few years ago!) / 939 views
Similar Jokes
Sardar: Yar Museebat Ke Waqt Gadhay Ko Bhi Bap Banana Parta Hai
.
.
.
.
.
.
.
.
PATHAN Bari Himmat Hai Jo Teri Ammi Maan Jati Hai.!
by Mazhar Khan (few years ago!)
1st Pathan.Yar Kya Tum Ko Yad Hy K
Hum Ne Pechli Jumah Ki Namaz Kis Din Parhi Thi?
2nd Pathan: Yar Mujhe Sahi Tarh Se Yad Nahi
Mere Khayal Se Itwar Ka Din Tha..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek khubsurat teacher ne 3 bacho ko thapar mara
Punjabi bacha: sorry mam
Pathan bacha: hamara kya galti hai mam
Karachi wala: Aaaaahhh!
maza a gya. :
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pakistan Post office ney, "Asif Zardari" ki tasweer
waley tickets jaari ker diyea hain.
AWAAM puch rahi hai key
"Thook kis taraf lagana hai!"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 Chinese Baccha Doosre Se:
Yaar Mere Abbu Ka Intiqaal Ho Gaya Hai
Dossra Baccha: Oh Yaar!!
China Ki Cheezo Ke Sath Yahi Masla Hota Hai
by Mohammad Ali (few years ago!)
2 Choohay Darakht Pe Bethay The
Neechay Se Aik Hathi Guzra
Aik Chooha Hathi Pe Ja Gira
Dosra Chooha Bola
Daba De Salay Ko
Me Bhi Aa Raha Hon…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Chalo Tum Chor Do Mujh Ko
Main Wapis Loot Jata Hoon Tumhain
Manzil Mubarak Ho Nai Rahein
Mubarak Hoon Magar Phir Ae Mere
Humdum …Mujhe Itna To Btla Do K
Wapis Kiss Taraf Joun Kahan Se Sath
Lai Thay Mujhe...
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Santa shayari karte hue: insurance wale bhi kya gajab dhate hain….
Insurance agent: kya?
Santa: insurance wale bhi kya gajab dhate hain logo ki biwiyo ke pas ghanto baith kar unke pati ke marne ke fayde samjhate hain.
by Pak101.com (few years ago!)
RAILWAY INTERVIEW of Pappu:D
Interviewer:- agar do trains ek hi line pe aa
gayi to kya karoge ??
.
Pappu:- Jee, red light dikhaunga..
Interviewer:- Red light na ho to …??
Pappu:- Torch dikhaunga..
Interviewer:- Torch na ho to…??
Pappu:- Apni red shirt utaar kar dikhaunga.
Interviewer:- Shirt bhi red nahuyi to…??
.
Pappu:- Fir main apni mousi ke ladke ko
bulaunga.
Interviewer:- Wo kyun…?? kya wo traino ki
takkar rok dega ??
.
.
.
Pappu:- Jee nahi,
wo kya hai na k usne kabhi 2 traino kitakkar
nahi dekhi….
by Mazhar Khan (few years ago!)
GOLU:Yaar, mai kuch bhi karta hu to meri biwi
beech me
aa jati Hai
MOLU:Yaar,tu car chala kar dekh
by Tanveer Hussain (few years ago!)