Sardar and Phatan ki Race
Sardar: Aao Race Lagatay hain, Jo haara woh ek hazaar rupay dega.
Pathan: Lekin Mujhe Rasta nahi Maloom.
Sardar: Bus Tum meray peechay peechay aatay rehna.
Pathan: Thanks Yara..
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 997 views
Similar Jokes
GOLU-Doc. Mujhe aisa lagta hai jaise mere kaan me koi Gunguna Rahe Hai
Doc.-Aisa Kb Lagta Hai
GOLU-Jb mai kaan me headphone laga ke song sunta hu
by Pak101.com (few years ago!)
Girl: Suna hai is ghar mein
bhoot-pret rehte hain?
Santa: pata ni,
main to 7 saal pehle hi mar gaya tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik Pathan English sekhne Obama k pas gya.
2 Maah bad wapas aaya to usay call aayi.
Pathan: Who is speaking?
Dosri taraf: Khocha hum Obama bolti hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sheikh;Kela Ktne Ka H?
Dkandar 5 Rupay Ka
Shekh;2 Rupay Ka Dena H?
Dukndr;2 Rupay M To Chilka MilyGa,
Shekh;Ye Lo 3Rupay Chilka Utar Lo
by Mazhar Khan (few years ago!)
Shayar hun main aawara math samajhna,
logon ko hasaane wala hun joker math samajhna,
pati hun apni biwi ka kisi aur ka math samajhna,
agar yeh dekh kar aap hasey to mujhey shabashi de dena,
nahi hasey to ek aam shayar hun ghalib math samajh lena
by Mazhar Khan (few years ago!)
Agar Kuttey Aur Sardar Mein
English Speaking Ka Muqabla Ho To Kaun Jeetey Gha?
Jeetey Jo Marzi Laikin Yeh Baat To Teh Hai
K Muqabla Mumkin Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Patient to Doctor: Apne nurse bauhat
aachhi rakhi hai,
uska hath lagte he main theek ho
geya..!!
Doctor: Janta hoon, thhapad ki awaaz
mujhe bhi sunai di thi..
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Ramu: Kaise ho bhai.
Shyamu: Aacha hu.
Ramu: Tum Gadhe ho kya.
Shyamu: are tumhe aaj tak itni badi galatfahmi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Watchman ne Sher (Lion) ka pinjra khula chhor diya..
Officer: Tumne sher ka pinjra lock nahi kya?
Pathan: Kya zaroorat hai, Usko kon chori karega?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Pathan ki 10 Betiyan thin:
Phir jaa kar usko Ek Beta Hua...
Pathan ne uska Naam kya rakh hoga???
Zaroorat Khan.
by Abdul Hannan (few years ago!)