student life
"Thousands of words of a teacher don't hurt but silence of a friend in examination hall brings tears into eyes"
by inayat khan (few years ago!) / 1224 views
Similar Jokes
Santa Pappu Ke Saath Bazar Ja Raha Tha To Kuch Dekh Kar Bola.
Santa: “Beta, Sharab Kabhi Mat Peena, Warna Wo Jo Do Aadmi Ja Rahe Hai, Wo Tumhe Chaar Nazar Aayenge”
Pappu: “Lekin Papa, Wo To Ek Hi Aadmi Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
gir;mujhe kyoun dekh rahe ho?
tumari koi behan nahi he kya
boy;hai is liye to dekh raha hoon
girl; koun?
boy ; meri behan ko bhabi cahiye..........
by Pak101.com (few years ago!)
kafi time lagta hai ek shareef bande ko
girlfrnd patane me.. :O
.
.
.
. .
.
.
.
Phir agar pat jaye toh.. :p kisi ka baap bhi use dobara shareef
nahi bana sakta...:p :O :D
by khalid hussain (few years ago!)
Ye Dil buhat udas hai,
Koi apna nahi paas hai,
Har waqt boring sa ehsaas hai,
Zara apni wali ka Number to dena,
Suna hai bhabi buhat “jhakkas” hai……..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan Sharab Peetay Howay BV Se
Tum Kon Ho?
BV: Pagal Ho Gay Ho Kia?
Apni BV Ko Bhool Gay
Pathan: Nasha Her Ghum Bhula Daita Hai Baaji
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Pathan Ko Ek Ladki Pasand Aayi Aur Vo Uske Ghar Rishta Le Kar Gaya
Ladki Ke Maa Baap Bole: “Humari Beti To Abhi Padh Rahi Hai.”
Pathan: “Ji, To Koi Baat Nahi Main Ek Ghante Ke Baad Aa Jaunga“
by Pak101.com (few years ago!)
Gabbar-Ye Hath Hum Ko De De Thakur,
Thakur-Nahi Yaar Gabbar,
Me Dil Ka Mariz Hu,
Agar Tune Mere Hath Kaat Diye To Mai B.P Kese
Check Karwaunga..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: tumhare baap ka kia naam ha??
Pathan: Google Khan
Teacher: ye kia naam hoa bhla!!
Pathan: ham jahan marzi hon wo mujhe dhond leta ha....
by Pak101.com (few years ago!)
Santa :Yaar Uth Bhukamp Aa Raha Hai Saara Ghar Hil Raha Hai
Banta :
Soja-Soja Ghar Girega
To Makaan Maalik Ka
Hum To Kirayedar Hain.
by Pak101.com (few years ago!)
3 Chehray Insan ko kabhi nahi bhooltay..
Ek Mushkil mein sath dene wala,
Doosra Mushkil main sath chor janay wala,
Teesra
"Misbah-ul-Haq"
jo mushkil mein na sath deta hy aur na sath chorta hy.. :)
by lescol (few years ago!)