Mujhe kyoun dekh rahe ho
gir;mujhe kyoun dekh rahe ho?
tumari koi behan nahi he kya
boy;hai is liye to dekh raha hoon
girl; koun?
boy ; meri behan ko bhabi cahiye..........
by Pak101.com (few years ago!) / 1011 views
Similar Jokes
Santa Apni Biwi Se Poochta Hai.
Santa: “Tum Bachhe Ko Kya Pilati Ho?”
Biwi: “Doodh Aur Orange Juice”
Santa Hairani Se: “Oye Tu Ne Kabi Bataya Nahi, Orange Juice Kiss Side Se Aata Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor to injured patient:
Jab car ek lady chala rahi thi tu tumhe
road se duur chalna chayi tha.
.
.
.
... ... .
.
.
.
Patient: Kon sa road? Bhai me tu park
me leta hua tha...
by Pak101.com (few years ago!)
Socho…!
Hum Har Roz kitne Fazool SmS karte Hain..?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj 1 Aur Sahi ;-) :)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Insaan Apni Zindgi Mein Sab Se Zyaada Maafi Kis Se Maangta Hai?
Bhagwan Se?
No
Boss Se?
No
Wife Se?
No
Phir??
“Bhikaari Se”
“Maaf Karo Baba, Chutte Nahi Hai”
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:shadi k baad me ap k sare dukh bant lun gi
boy:mujhe ko dukh nai hai.
Girl:me shadi k baad ki baat kar rahi hun.
by Sabir shah (few years ago!)
A husband read an article to his wife about how many words women use a day...
30,000 to a man's 15,000.
The wife replied, 'The reason has to be because we have to repeat everything to men...
The husband then turned to his wife and asked, 'What?'
by Pak101.com (few years ago!)
Biwi Shohar Se "Tum Shaadi k Baad
Badal Gaye Ho !"
Shohar: "Mene Tumhei'n Pehly
Hi Bata Dia Tha k Mujhy Shaadi Shuda Larkio'n Main Koi Dil-chaspi Nahi
by Pak101.com (few years ago!)
New Teacher: Students batao class mein lecture kaisa hona chahiye
Bholu: Teacher, Mini skirt jaisa, jisse jaruri topic cover bhi ho jaye aur sabka interest bhi bana rahe…
Teacher:Kal Suraj Par Lecture Dungi Sabko Aana Jaruri Hai….
Bholu:Teacher mein nahi aa sakta, Maa Itna Door Nahi Jane Degi…
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher to Pappu:
Why are you late? All your classmates came to the class on time!
Pappu: Group me to kutte aate hain.. lekin SHER hamehsa akela aata hai sir!!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Ladka Rishta Mangne Apni Girl Friend Ke Ghar Gaya Taki Unki Ab Jaladi Hi Shaadi Ho Jaye,
Lekin Waha Ladki Ke Baap Ne Ladke Ko Bahut Mara Utha-Utha Ke Patka,
Maar Khane Ke Baad Ladka Utha Aur Bola: “To Main Inkaar Samajhu?“
by Pak101.com (few years ago!)