student life
Najomi Boy ka hath daikh kar bola :
Baita Tum boht Parhogay
.
Boy: Saalay.. Parh tu mai 12 saal sai raha hon, yai batawo Pass kab honga
by inayat khan (few years ago!) / 903 views
Similar Jokes
Police:Bibi Ap Bht Bahadur Hain,Ap Ne Dakoo Ko Bohat Mara.
Lady:Mujhy Kya Pata Tha k Wo Bechara Dakoo Hay,
MeiN To Samjhi K Mera Shohar Dair Sy Ghar aya hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek moti Aurat ne chor pakra or
us k uper baith gayi or naukar se
kaha- ja police ko bula
Naukar : Meri chappal kahan hai ?
Chor bola abey meri pehan le or jaldi ja....lolz
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik Larka Doosray Say: Tunay Meri Girlfriend Ko Propose Kio Kia ?
Doosray Larkay Nay Mast Jawab Dya,
Jab Tak Larki Kunwari Ha, Na Teri Ha Na Meri Ha.
Bas Samjh Lo K Sarkari Ha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik shakhs hanpta hua railway incharj kay pas aaya aur kehnay laga.
Janab! Aanay wali rail foran rok di jaye. Rastay mein is kay ulatnay ka khatrah hai.
Chunancha khatray kay pesh nazar rail kehin door rokwa di gayi aur railway kay officer is aadmi kay sath khatray wali jagah ka muaina karnay chalay gaye. Is shakhs nay railway line par paray kelay kay chilkay ki taraf ishara kartay huye kaha: Janab! Rail ko is chilkay say phisal kar ulatnay ka khatra tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
India me bollywood hai
America me hollywood hai
to phir england me kya hai?
Guess
.
.
.
.
.
Collingwood..
by Pak101.com (few years ago!)
GIRL-kya tm mjsepyar krte ho?
golu-ha
grl-lekin tm to meri parwah nhi krte
golu-oye...pyar krnewale kisi ki parwah nhi krte
by Pak101.com (few years ago!)
Frnd:Sardar g set nawa lita?
Sardar: apni kzn da chukiya ae.
Frnd: O kyun?
Sardar: yaar ohjadun v mildi c kendi c
“tu mera fone Q nai chukda?”
by tanveer hussain (few years ago!)
Santa: pata hai, bachpan mein mujhe ek bus ne zor
se dakka maar diya tha.
Banta: baap re, tu mar gaya ke bach gaya?
Santa: mujhe yaad nahi hai. main tab 4 saal ka tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
NEPALI KE MOBILE MEIN RAT 2 BAJE PHONE AYA....AAP SO TO NAHI RAHE HEIN. NEPALI GUSSE SE.....KAMINO YE JARORI NAHI KI HAR NEPALI CHOWKIDAR HO
by Pak101.com (few years ago!)
Do Dost Film Dekhnay Gaye
Rastay Main Pan Ki Dukan Se Paan Khareed Liya
Aur Aagey Peeche Beth Gaye
Beech Film Main Aagey
Bethay Dost Nai Mushkil Main Kaha Yaar Peek Jama Hogayi Hai Kia Karoo Peechey Walai Ne Kaha Yaar Aglay Ki Jaib Main Dalday
Tou Usne Kaha Ke Nahi Yar
Is Tarah Touu Us Ko Pata Chal Jaye Ga Tou Peechay Walai Ne Kaha Abhi Tak Tujh Ko Pata Chala ?
by Pak101.com (few years ago!)