student
Pappu ki hui master se larai……
Master ne ki pappu ki pitai….
Pappu ka garam hua khoon….
gaya kabristan aur master ka photo taang kar likh diya….
“COMING SOON”
by inayat khan (few years ago!) / 1017 views
Similar Jokes
1799:
Tipu Sultan: Shair Ki 1 Din Ki Zindagi Geedar Ki 100 Sala Zindgi Se Behtr Hay
2013:
Pakistani Awam: Kuttay Ki 5 Sala Hakumat Sher K 100 Din Say Achi Thee. :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Man: Bed Majbut Banana, Mere Bte ko Bahu Ke Sath Shadi Ke Baad Sona Hai.
Mistri: Aisa Majbut Bed Banaunga Ki Sara Mohalla Bahu Ke Sath Soega To Bhi Nahi Tutega
by Pak101.com (few years ago!)
Taxi driver:oye sardar g,petrol thatam ho gia hai ,taxi aage nai ja sakti
sardar:oye koi gal nai peche moorh le.
by Sabir shah (few years ago!)
Santa was cooking Murgi,Wen he added Hara
Dhaniya guess wat Happened?The Murgi start
Dancing & Singing 'HUM PE YEH KISNE HARA
RANG DALA.MAAR DAALA.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar: Aaj mere parrosiyon ka bacha gum ho gya..
Friend: Phir tum ne kya kiya?
Sardar: Maine un se kaha 'google' pr search kar lo..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
computer teacher to sardar: which are 3 latest
versions of java?
sardar: marjava, mitjava and lutjava
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Police Sardar officer se: criminals kiyu apnay fingerprints kaam k baad chortain hain?
Sardar: Sir,kiyu k woh illiterate hain, agar literate hotay toh apnay signature kar k jatay!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan:”Light nahi hai to kambakht pankha to chala do”.
Pathan:”Light nahi hai to kambakht pankha to chala do”.
BV:”aakhir pathan hi ho na aqal to hai hi nahi, pankha chala diya to mombatti bujh jayegi :)
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Boy-Ro Q rhi ho?
Grl-Mere marks bahut kam aaye h.
Boy-Bata kitne aye h?
Grl-Sirf 88%
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladka ek ladki ko bahut chahta tha, lekin apne pyaar ka izhaar karne se darta tha.
Ek din us ladke ne socha ki chahe jo bhi ho jaaye vo us ladki ko msg kar ke 'I Love You' zaroor kahega aur apne prem ka izhaar karega. Usne raat ko apne mobile pe 'I Love You' likha aur us ladki ke number pe SMS send kar diya.
Jaise hi vo sone laga tabhi uske mobile pe ek message aaya lekin usne decide kiya ki vo messages subah uth kar, naha kar, mandir se vaapas aa kar hi message check karega.
Raat bhar vo us ladki ke sapne dekhta raha. Isi chakkar mein subah bhi jaldi uth gaya aur nahakar mandir chala gaya. Mandir se aate hi usne mobile uthaya aur message pada.
Message the:
A/C balance is insufficient.
Main bal is Rs. 0.08.
Msg can not be send.
by WAQAR (few years ago!)