Sardar pyar se
Sardar Pyaar se?
Sardar talking on cell.
2nd Sardar : Kis se baat kar raho ho.
1st Sardar : Biwi se…
2nd Sardar : Itne… Pyaar
1st Sardar : Tumhari hai…
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 964 views
Similar Jokes
Khaufnak andheri raat me 12 baje 1 bhoot 2nd
bhoot ko samja raha tha ghabra mat. Ye sab tere
dimag ka vahem h
koi Rajnikant- vajnikant nai hota
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girl Me TuMhare IsHQ Me BarBaaD HoGai RuSwa HoGai Hu
BOy To Me KoNsa MinIsTer BaN GaYa HuN Me Bi Aj kaL cHinChi cHaLa raHa Hu..
by Mazhar Khan (few years ago!)
1 officer School checking k time Dekhta hai ki 1 Teachr ladki ko kiSS kar raha hai.Officer:What iS thiS?Teac:"Maar Se nahi pyar Se Samjha raha hu.
by Pak101.com (few years ago!)
A Sardar Prays Daily For 2 Hours
"Hey Vahey Guru Meri Lottery Lagade.
After 11 Yrs Vaheguru Angrily Appears &
Says
-Oey Uloo De Pathay Ticket To Le Le.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Exam Me Ek Larki Larky Se:
"Excuse Me Bhai Jaan."
Larka Ghusse Se:
Paper Ny Pehly Hi Pagal Kiya Hua Hai,
Ek Tum Confuse Kerny Aa Gain,
Ya Bhai Kaho
Ya Jaan Kaho.. ;-) :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Chhota bacha dukandar se : uncle
gora karne wali cream hai ?
Dukandar : haan hai beta.
Bacha : to saaley lagata kyu nahi.
main roz dar jata hu ....: P :D
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan: Mera yaar aaya hai chai to bana do.
Wife:
Mein nahi bana rahi.
Pathan
Bana de jab tera yaar aaye ga to mein b bana
doonga.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Banta ki khub pitai hui. Dono kisi Birthday Party me muft ka khana khate hue pakde gye the Kehne lage- Hum ladki walo ki taraf se he...
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sardar ki chatri me hole tha,
kisine pucha, umbrella me hole kyun?
Sardar bola, Oye barish ruk jayegi to pata kaise chalega.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Bhagwan & Doctor ko kabhi naraj nahi karna chahiye
Bhagwan naraj, aap doctor ke pass
aur
Doctor naraj, to aap bhagwan ke pass.
by Pak101.com (few years ago!)