Sardar. office ja rha tha.
SARDAR:
Office Ja Rha Tha.
Biwi Pyar Se Boli:
See U In The Evening.
SARDAR Gusse Se:
Dhamki Kise De Rhi Hai,
Mai B Tujhe Dekh Loonga.”:
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 964 views
Similar Jokes
Santa : Judge Saab
Mujhe TALAAQ Chahiye
Meri Biwi Ne 1 Saal Se Mujhse Baat Nahi Ki
Judge :
1 Bar Phir Sochle Beta
Aisi Biwi Nasib Walon Ko Milti He
by Pak101.com (few years ago!)
Always love wife
No life without wife,
Wife se pyar karo,
Wife ke prati wafadaar aur
Imaandar raho,
Dil bada rakho,
Ye mat socho…
“WIFE KISKI HAI”
by Pak101.com (few years ago!)
Maa apne bete se kehti: Beta so ja warna gabbar aa jayega.
Beta apni maa se kehta: Maa mujhe Chocolate do varna papa se keh dunga ke mere sone ke bad roz gabbar aata hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan: Raat Ko 1 Admi Ne Chaku Dekha Kar Loot Lia,
.
.
Dost: Lekin Tumhare Pas Tu Hamaisha Pistol Hoti Hai Na,
.
.
.
Pathan: Wo Main Ne Chupa Di Warna Wo Bhi Le Jata….
by Mohammad Ali (few years ago!)
Sardar Engish k paper me fail ho gaya …!!
Due to following translations..?
1. main aam aadmi nai hon?
(I am not a mango man)
2. Sarda or garma phal hain?
(Colda & hota are fruits)
3.Mujhe b english aati he?
(English comes to me also)
4. Do or Do barabar chaar?
(Give & Give equal to four)
5.Mera taluq haripur hazara se hai?
(I am belong to greenpur thousanda)
6. Sarak par golian chal rahi hai?
(Tablets are walking on the road)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Funny Imagination Of Paad At Suhagraat: shadi ki rat hai,aap bister par bethe ho or bv ka ghoonghat utha rahe ho ki achanak ap ka paad nikal aaye.
by Pak101.com (few years ago!)
Traffic Police:
Ap 180 Ki Speed
Se Q Ja Rahe Ho
GOLU :Ap logo Ne Hi to Side Wale
Board Pe Likha He
Yaad Rakhe Ghar Pe KOI Apka Intezar Kar Rha He.
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan apni unparh BV say:
Pathan apni unparh BV say:
Chal honeymoon per chaltay hain.
Wife: Nahi mujhe kapray dhonay hain tum meray bhai ko lay jao.
Pathan:O Yessss !!!
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
1 Admi Bike Pe Ja Raha Tha.
Admi Ne Rastey Pe Jatey Pathan Se Poucha?
Sir! Apko Lift Chahey Kia?
.
.
.
.
Pathan:
Nahi Hamara
Ghar Tou Ground Floor Pe Hai.:-P
by Pak101.com (few years ago!)
President Asif Zardari ny PCB Chairman Ijaz butt Sy Match Fixing Ki Report Talab Karli...,
Or kaha
.
...
.
.
.
.
"Mera Hissa Kahaan Hy"....=P
by Raju (few years ago!)